Lo aaj maine chehre se parda hata diya
Lo aaj maine chehre se parda hata diya
Lo aaj maine chehre se parda hata diya
Ab ye na kahna na kahna na kahna
O ab ye na kahna ke jalwa dikha ke mita diya
Lo aaj maine chehre se parda hata diya
Lo aaj maine lo aaj maine lo aaj maine
Lo aaj maine chehre se parda hata diya
Kya irada hai zara, kya irada hai zara
Aye mere sarkar kaho aye mere sarkar kaho
Kar liya achhi tarha husn ka didar kaho
Husn ka didar kaho
Jaan deni hai ya leni hai tamana hai
Jaan deni hai ya leni hai tamana hai
Hum tumhare is bat ke
Kahne se hai taiyar kaha
Hum tumhare is bat ke
Kahne se hai taiyar kaha
Abru hila ke maine oo ho
Khanjar khanjar chala diya
Lo aaj maine chehre se parda hata diya
Lo aaj maine lo aaj maine lo aaj maine
Lo aaj maine chehre se parda hata diya
Kya mere husn ka kya mere husn ka
Ji jaan se pyar karte ho
Ji jaan se pyar karte ho
Ji jaan se pathar pe ho
Ishq ki charcha hai to phir
Ishq ki charcha hai to phir
Ha kahne se kyu darte ho
Kahne se kyu darte ho
Shama ka kam hai jalana
Jala dalegi
Shama ka kam hai jalana
Jala dalegi? ? ?
Lo aaj maine chehre se parda hata diya
Lo aaj maine lo aaj maine lo aaj maine
Lo aaj maine chehre se parda hata diya
Jan pehchan hume gani hai
Jan pehchan hume gani hai
Bat aasan hume gani hai
Aaj sabko pilayi jayegi
Aaj sabko pilayi jayegi
Pyas sabki bhujayi jayegi
Zam se zam aisa takraye
Zam se zam aisa takraye
Sara maikhana kanp sa jaye
Sara maikhana kanp sa jaye
Jab se rahe bhi ladkhadayegi
Jab se rahe bhi ladkhadayegi
Ek aawaj aisi aayegi
Sare katil hai aaj mai akeli
Sare katil hai aaj mai akeli
Jhank kar dekh lo zanaze me
Jhank kar dekh lo zanaze me
Chor chori agar chhupayega
Chor chori agar chhupayega
Rang chehre ka udta jayega
Bat so bat nikal aani hai
Khafa mat hona
Rat milne ki hai
Is rat zuda mat hona
Yu hi aayega to phir
Oo ho yu hi aayega to phir
Zara sa zara sa dikha diya
Lo aaj maine chehre se parda hata diya
Lo aaj maine lo aaj maine lo aaj maine
Lo aaj maine chehre se parda hata diya.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle