Maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Dekhate hi dekhate
Kamaal ho gaya
Kal ka kangaal
Malamaal ho gaya
Malamaal malamaal
Malamaal malamaal
Hey maal hai to taal hain
Warna tu kangaal hain
Maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Dekhate hi dekhate
Kamaal ho gaya
Kal ka kangaal malamaal ho gaya
Malamaal malamaal
Malamaal malamaal
Chalo main shatru bol raha hoon
Mujhe raaja se baat karni hain
Haan shatru kaun
Hello jaani hum raaj
Kumaar bol rahe hain
Humein raaja se baat karni hain
Are hum khud raaj
Kumaar hain tu kaun
Hota nahi jo maal udhar
Sona padata sadko pars
Paanch sitaara bot le
Khulati kahan se botale
Chaai hain coffe hain lemon hain
Cola hain wishky hain soda hain
Patka hai wotaka hain
Ye khulta kahan se suit hain
Milate kahan se boot ye
Hoti kahan sang raaniya
Pakti kahan biriyaaniya
Khaake humbas thokare
Milati kahan motare
Khaake humbas thokare
Milati kahan motare
Sab maal ka kamaal hain
Maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Hey maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Dekhate hi dekhate
Kamaal ho gaya
Kal ka kangaal
Malamaal ho gaya
Malamaal malamaal
Malamaal malamaal
Dekh raja matlab ki baat sun
Maal hain to taal hain
Warna to duniya ka chabuk hain
Aur tumhari khaal hain
Deshmukh ko wot do
Deshmukh ko wot do
Hamara neta suleimaan data
Hamara neta suleimaan data
Note lo par wot na do
Note lo par wot na do
Ho unchi unchi khurshiyan
Voto ki sar garmiyaan
Lambi lambi deegriyan
Maani huyi ye hastiyan
Motorwali tayarwali
Chandubhai mandubhai
Motiben patliben
Champaben hampa ben
Chaahein na gunwaan ho
Chaahein na vidhwaan ho
Jeetega maidaan woh
Insaan jo dhanwaan ho
Sab maal ka kamaal hain
Maal hai to taal hain
Warna tu kangaal hain
Hey maal hain to taal hain
Warna tu kangaal hain
Dekhate hi dekhate
Kamaal ho gaya
Kal ka kangaal
Malamaal ho gaya
Malamaal malamaal
Malamaal malamaal.
Amit Kumar, Anu Malik
Alisha Chinai, Anu Malik
Alisha Chinai
Alisha Chinai, Anu Malik