Maan bhi le ae dil tu apni ye har
Kiya nahi jata ho jata hai pyar
Maan bhi le ae dil tu apni ye har
Kiya nahi jata ho jata hai pyar
Maan bhi le aye dil
Naye rang leke utarti hai sham
Jane kyu banke sawarti hai sham
Naye rang leke utarti hai sham
Jane kyu banke sawarti hai sham
Aa hum bhi sapno ki dunia sawar le
Jhum jhum gaye
Jhum jhum gaye ye pagal bahar
Kiya nahi jata ho jata hai pyar
Maan bhi le aye dil
Ye na to mera na tera kasur
Chale un raho se hum dur dur
Ye na to mera na tera kasur
Chale un raho se hum dur dur
Lekin khyalo ke par kaise kat de
Jab zindagi ke
Jab zindagi ke ho solah singar
Kiya nahi jata ho jata hai pyar
Maan bhi le aye dil
Chalke meri palke ye kaise khushi
Dard uthe dil me or aaye hasi
Chalke meri palke ye kaise khushi
Dard uthe dil me or aaye hasi
Mujhse na pucho ye
Kya ho gaya mujhe
Kabhi mai gumsum
Kabhi mai gumsum kabhi bekarar
Kiya nahi jata ho jata hai pyar
Maan bhi le aye dil.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)