Dono ki aankhon
Mein jagmagaati hai jo
Woh shararat nahin hai
Woh shararat nahin hai
Magar kuch to hai
Magar kuch to hai
Magar kuch to hai
Dono ke chehre
Pe rang laati hai jo
Maana ulfat nahin hai
Maana ulfat nahin hai
Magar kuch to hai
Magar kuch to hai
Magar kuch to hai
Kaun si baat hai jo
Nigahon mein hai
Kya hai jo khamoshi
Ki panahon mein hai
Dono chahatein
Hain ki milte rahe
Kya ye pehla kadam
Dil ki raahon mein hai
Dono ko har gadi
Paas laati hai jo
Maana chaahat nahin hai
Maana chaahat nahin hai
Magar kuch to hai
Magar kuch to hai
Magar kuch to hai
Dhadkane tez hain
Saans bhi garam hai
Jo hawa hai chali
Kitni woh naram hai
Dono mein paas
Aake bhi hain faasle
Inko inkaar hai
Ya koi sharam hai
Dono ke honthon pe
Machle jaate hain jo
Woh ijaazat nahin hai
Haan woh ijaazat nahin hai
Magar kuch to hai
Magar kuch to hai
Magar kuch to hai
Dono ki aankhon
Mein jagmagaati hai jo
Woh shararat nahin hai
Woh shararat nahin hai
Magar kuch to hai
Magar kuch to hai
Magar kuch to hai.
Nishant Pandey
Salman Khan
Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Vishal Dadlani
Sunidhi Chauhan
Javed Ali
Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan