Mai bejuban hu panchhi
Mujhe choad kar dua le
Chhoti si jan meri
Mujhe gam se tu chhuda le
Aa aa aa
Mai bejuban hu panchhi
Mujhe choad kar dua le
Chhoti si jan meri
Mujhe gam se tu chhuda le
Mai bejuban hu panchhi
Fariyadmeri sun le
Sunta nahi jamana
Bali umar me gam ka
Mai ho gayi nisana
Kismat meri
Kismat meri hai ruthi
Tu hi use mana le
Chhoti si jan meri
Mujhe gam se tu chhuda le
Mai bejuban hu panchhi
Aisi kali hu jisne
Dekhi nahi bahare
Dunia ke is chaman me
Ab hum kise pukare
Pukare
Bahate nahi
Bahate nahi hai
Mujhko mahalo ke
Ye nazare
Chhoti si jan meri
Mujhe gam se tu chhuda le
Mai bejuban hu panchhi
Aa aa aa aa
Aankho me nind
Kaisi raato ko jagati hu
Sote hai sari dunia
Mai to uth ke bhagati hu
Bolu to bolu kaise
Muh par lage hai taale
Chhoti si jan meri
Mujhe gam se tu chhuda le
Mai bejuban hu panchhi.
Aarti Mukherji
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mehmood Ali, Usha Mangeshkar
Asha Bhosle, Mehmood Ali
Lata Mangeshkar, Mehmood Ali