Mai is masum chehare ko
Agar chhu lu to kya hoga
Mai is masum chehare ko
Agar chhu lu to kya hoga
Are pagal wahi hoga
Jo manjure khuda hoga
Mai is masum chehare ko
Agar chhu lu to kya hoga
Gulabi hoth najuk se
Ye kala til hai ya katil
Ye mana zulfe nagin hai
Magar hai pyar ke kar
Agar bijli nigaho ki gire dil par
To kya hoga
Are pagal wahi hoga
Jo manjure khuda hoga
Mai is masum chehare ko
Agar chhu lu to kya hoga
Baharo me khararat hai
Nazaro me hai tikhapan
Ye kya hone laga mujhko
Ye tufa to hai uljhan
Shararat hai hawao me
Uda aanchal to kya hoga
Are pagal wahi hoga
Jo manjure khuda hoga
Mai is masum chehare ko
Agar chhu lu to kya hoga
Ye bikhre se khayalo ka
Simatna hai bada mushkil
Phulo ka khud bhi kanto se
Lipatna hai bada mushkil
Bana lo aashiya apna
Jo kanto me to kya hoga
Are pagal wahi hoga
Jo manjure khuda hoga
Mai is masum chehare ko
Agar chhu lu to kya hoga.
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kamal Barot, Kishore Kumar
Suman Kalyanpur
Asha Bhosle
Asha Bhosle