Main badal hoon barkha tu
Saavan mein aa milke bheege hum
Yun chhedo na chhodo bhi
Deewana hota hain yeh mausam
Main badal hoon barkha tu
Saavan mein aa milke bheege hum
Aa jaa meri baahon mein
Chikani hain raahe
Behke kadam tere phisal na jaaye
Aake teri baahon mein dar lagta hai
Barson se pyaase dil machal na jaaye
Yeh rimjhim ke saayein mein
Bundon ne chhedi hai kyaa sargam
Oo yun chhedo na chhodo bhi
Deewana hota hai yeh mausam
Khile khile phoolon
Ko daali se chunke
Dharti pe kaliyon ki sej sajale
Ho jaagi jaagi aankhon ke
Sapno mein kho ke
Pyaasi mohabbat ki kismat jaga le
Yeh anjaani betaabi milke bhi
Jaane kyun ho na kam
Main baadal hoon barkha tu
Saavan mein aa milke bhige hum
Teri bhigi zulfon ke saayein mein aake
Dil pe nahin mera bas chalta hai
Teri garm saanson se aanch si aaye
Sulge badan mera mann jalta hai
Main tera hoon meri tu
Dil se dil mil jaaye to kyaa gham
Oo yun chhedo na chhodo bhi
Deewana hota hai yeh mausam
Main badal hoon barkha tu
Saavan mein aa milke bheege hum.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Hemlata (Lata Bhatt), Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Anuradha Paudwal