Tu hi manjil tu hi maksad kuch bhi iske baad nahi
Yaad agar kuchh hai agar mujhko to
Tere siwa kuchh yaad nahi
Yaaro ko daga dete hai jo yaar ye hai
Sangdil hai bewafa jo makkar vo ye hai
Nahi nahi mai bewafa nahi mai bewfa nahi
Mai bewfa nahi mai bewafa nahi
Nazar se na utariye mai bewafa nahi
Nazar se na utariye mai bewafa nahi
Dil sheese ka tukada hai phatthar na mariye
Mai bewfa nahi
Nazar se na utariye mai bewafa nahi
Mai bewfa nahi
Wafa ke naam pe na yu dhoke se mariye
Wafa ke naam pe na yu dhoke se mariye
Asli dikha ye chehra nakli utariye
Mai bewafa nahi nazar se na utariye
Dil sheese ka tukada hai patthar se na mariye
Mai bewafa nahi
Mai bewafa nahi
Dil meĀ jo thi tamanna
Dil me jo thi tamanna vo rang layi hai
Barso ki jo talash thi vo aaj payi hai
Vo vaade vo karar vo wafa kaha gayi
Vo vaade vo karar vo wafa kaha gayi
Jiske liye janam janam ki kasam khayi hai
Ilajam se pahle iljam se pahle
Iljam se pahle ye soch vichariye
Dil sheese ka tukada hai patthar na mariye
Wafa ke naam pe na yu dhoke se mariye
Mai bewafa nahi, mai bewafa nahi
Pyar ki hoti hai kya pyar ki hoti hai kya
Itni badi saja ye kis khata ka badla mujhse apne liya
Mai kya btau apko manjil meri hai kya
Mai kya btau apko manjil meri hai kya
Anjam abhi dekh na mere nasib ka
Nasib sawar jayega khud ko savariye
Nasib sawar jayega khud ko savariye
Dil sheese ka tukada hai patthar na mariye
Mai bewafa nahi
Wafa ke naam pe na yu dhoke se mariye
Ilajam se pahle iljam se pahle ye soch vichariye
Asali dikha ye chehra, nakli utariye
Mai bewfa nahi, mai bewafa nahi
Nazar se na utariye mai bewafa nahi
Dil seese ka tukada hai phatthar na mariye
Mai bewafa nahi
Mai bewafa nahi.
Asha Bhosle, Suresh Wadkar, Sushma Shrestha (Poornima)
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar
Alka Yagnik, Amit Kumar, Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar