Mai hardum kisi
Ko dhundta hu
Mujhe kisi ki khoj hai
Mai hardum kisi
Ko dhundta hu
Mujhe kisi ki khoj hai
Ye mujhko bhahaye
Liye ja rahi hai
Jawani samundar ki mauj hai
Mai hardum kisi
Ko dhundti hu
Mujhe kisi ki khoj hai
Mai hardum kisi
Ko dhundti hu
Mujhe kisi ki khoj hai
Ye mujhko bhahaye
Liye ja rahi hai
Jawani samundar ki mauj hai
Mai hardum kisi
Ko dhundti hu
Mujhe kisi ki khoj hai
Mujhe kisi ki khoj hai
Koi aib mujhme aye jamane
Mere dil me koi kharabi nahi
Koi aib mujhme aye jamane
Mere dil me koi kharabi nahi
Kadam dagmagate
Hai maasti me mere
Magar mai kasam
Se sarabi nahi
Mai uske khyalo
Me jhumta hu
Mai hardum kisi
Ko dhundta hu
Mujhe kisi ki khoj hai
Mujhe kisi ki khoj hai
Gujarti hu gulsan
Se to raste me
Nahi baat karti
Baharo se mai
Gujarti hu gulsan
Se to raste me
Nahi baat karti
Baharo se mai
Jo kuch puchti
Hu to bas puchti uh
Pata ek usika
Hajaro se mai
Jise pyar karti hu pujati hu
Mai hardum kisi
Ko dhundti hu
Mujhe kisi ki khoj hai
Mujhe kisi ki khoj hai
Ye ji chahta hai
Wo baitha rahe
Samne bas mai
Baithi niharu use
Ye ji chahta hai
Wo baitha rahe
Samne bas mai
Baithi niharu use
Wo yu na sune to
Banakar bahana
Ye awaz dekar pukaru use
Ke bachalo mai
Tufa me dubta hu
Mai hardum kisi
Ko dhundta hu
Mujhe kisi ki khoj hai
Ye mujhko bhahaye
Liye ja rahi hai
Jawani samundar ki mauj hai
Mai hardum kisi
Ko dhundti hu
Mujhe kisi ki khoj hai
Mujhe kisi ki khoj hai.
Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Asha Bhosle
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)