Re sar uthega
Sar uthega jo bhi
Mere samne kat jayega
Teri aankhon par bada parda
Hai jo hat jayega
Are rakh jara aawaz nichi
Yu garaj na to chhod de
Jo garajte hai iss tarha
Wo barste nahi
Are tu hai kaun mein ha
Main hoon kaun
Yeh tujhko nahi hai pata
Main hoon kaun
Yeh tujhko nahi hai pata
Jo mujhko aankh dikhaye
Aur taqat pe ikraye
Mere samne sar na jukaye
Are aisa koi ha aisa koi
Mere samne aaya nahi
Are tu hai kaun
Main hoon kaun
Yeh tujhe bhi nahi hai pata
Main hoon kaun
Yeh tujhe bhi nahi hai pata
Are tu kya mujhe daraye
Dekhe meine maut ke chhaye
Jaye jaan bala se jaye
Are zulm ke aage
O julm ke aage meine
Sar jhukaya nahi
O mein hoon kaun
Aye mein hoon kaun
Yeh tujhko nahi hai pata
Yeh hawah yeh ghata
Yeh hawah yeh ghata
Yeh sari fizaye
Kape mere naam se
Are kape mere naam se
Mein kaha tu kaha
Mein kaha tu kaha
Re sambhal varna
Jayega tu kam se
Are jayega tu kam se
Jara sambhal na beta
Pinjere mein bandh hai bandar
Banta hai magar sikandar
Udta hai aasmano par
Baitha hai jel ke andar
Are yaha bhai aake
Ho yaha bhi aake
Hosh thikane aaya nehi
O tu hai kaun
Main hoon kaun
Yeh tujhko nahi hai pata
Main hoon kaun
Yeh tujhko nahi hai pata
Na akad na jagad
Akad ke jagad ke bigad ke
Koi banta nahi mahan re
Koi banta nahi mahan re
Na rahi na rahe
Na rahi na rahegi kabhi kisi ki
Juti jag mein shaan re
Oye juti jag mein shaan re
Tum bante bade ho charche
Par akal ke bade ho charche
Are dekhi kaha hai duniya
Ho mere samne bachche
Are mujhko ha ho mujhko
Kabhi kisi ne sabak padhaya nahi
Are main hoon kaun
Main hoon kaun
Ho main hoon kaun
Yeh tujhko nahi hai pata
Main hoon kaun
Yeh tujhko nahi hai pata.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle