Main Kachhe Angoor Ki Bel - Chori Mera Kaam lyrics | Chori Mera Kaam - Main Kachhe Angoor Ki Bel lyrics

Main Kachhe Angoor Ki Bel is a hindi song from the 1975 movie Chori Mera Kaam. Main Kachhe Angoor Ki Bel singers are Amit Kumar, Kanchan, Kishore Kumar. Main Kachhe Angoor Ki Bel composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah and Main Kachhe Angoor Ki Bel lyricist or song writer is Verma Malik. Main Kachhe Angoor Ki Bel music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Main Kachhe Angoor Ki Bel features Shashi Kapoor, Zeenat Aman, Pran, Ashok Kumar. Main Kachhe Angoor Ki Bel director is and the producer is . The audio of Main Kachhe Angoor Ki Bel song was released on 2nd May, 1975 by Polydor Records. Main Kachhe Angoor Ki Bel YouTube video song can be watched above.


Main main main
Main kachhe angoor ki bel
Main kachhe angoor ki bel
Aayi karne dilo ka mail
Mera pyar hai aawara
Mera pyar hai aawara
Uske sine se lag jau
Jo de mujhe sahara
Arey uske sine se lag jau
Jo de mujhe sahara
Kya khayal hai tumhara
Hamara tumhara nahi
Hamara arey dene ko
Taiyar hu main sahara
Ha sahara na hone
Dunga main pyar tera
Aawara ha aawara
Main angur tu hai bail
Tera mera hoga mail
Main angur tu hai bail
Tera mera hoga mail
Sari duniya humko dekh ke
Khele pyar ka aisa khel
Le le wade ha ha wade le le
Sache ye irade
Ha irade nahi kachhe


Ispe to haq hai mera ha ha mera
Nahi zor chalega tera ha ha tera
Ye hai dil main hu jaan
Ye hansi main hu jawa
Ye hai meri meharba
Tu kaha ye kaha ye hai
Tuja tu kharbuja
Ye hai tuja tu kharbuja
Arey wah arey ja arey wah arey ja
Arey ja ja ja ja ja ja aji
Chhodo ye takrar
Chhodo ye takrar main tujhse
Aayi hu karne pyar
Arey hum bhi hai taiyar
Arey hum bhi hai taiyar
Uske sine se lag jau
Jo de mujhe sahara
Tu hi ab do kar do faisla
Kisko dogi sahara
Main kya khayal hai
Aapka mera ya mere bap ka


Arey husn to mange jawani, jawani
Arey husn to mange jawani, jawani
Ye to bat badi hai purani
Is umar mein ye nadani
Kya kya mujhe dekh huyi hairani
Ye baat nahi hai zubani
Kar sakta hu main manmani
Mere raste mein na aa
Main kahta hu tu hat ja
Aye bhude kabutar kya bat hai putar
Aye bhude kabutar kya kya baat hai putar
Agar main josh dikha dunga
Main tere hosh uda dunga
Tujhe tare dikha dunga
Tujhe nani yaad kara dunga
Ye pichke gal to dekh tu apna hal to dekh
Ha maine kai khel hai khele
Maine kai papad hai pele


Maine kai khel hai khele
Maine kai papad hai pele
Ha ha pele hoge pele hoge mujhe
Jane hai ye zamana
Zamana ho mujhe jane hai
Ye zamana zamana
Main bhi aashiq bada purana purana
Teri teri kamar ka nahi hai
Thikana thikana
Meri kamar ka nahi thikana to kya hua
Sina hai mardana,
Mera sina hai mardana
Ho mera sina hai mardana
Ho mera sina ho mardana.



Movie/album: Chori Mera Kaam
Singers: Amit Kumar, Kanchan, Kishore Kumar
Song Lyricists: Verma Malik
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label: Polydor Records
Starring: Shashi Kapoor, Zeenat Aman, Pran, Ashok Kumar
Release on: 2nd May, 1975
1. Who is the music director of the song Main Kachhe Angoor Ki Bel
Ans: Main Kachhe Angoor Ki Bel song music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
2. Who is/are the singer/singers of the song Main Kachhe Angoor Ki Bel
Ans: Main Kachhe Angoor Ki Bel song singers are Amit Kumar, Kanchan, Kishore Kumar
3. Who is the Composer of the song Main Kachhe Angoor Ki Bel
Ans: Main Kachhe Angoor Ki Bel song composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
4. Who is the Lyricist of the song Main Kachhe Angoor Ki Bel
Ans: Main Kachhe Angoor Ki Bel song lyricist is Verma Malik
5. What is the movie of the song Main Kachhe Angoor Ki Bel
Ans: Main Kachhe Angoor Ki Bel song is from Chori Mera Kaam
6. Who wrote the song Main Kachhe Angoor Ki Bel
Ans: Main Kachhe Angoor Ki Bel song is written by Verma Malik

Find other songs in - Chori Mera Kaam

1
2
Chori Mera Kaam

Asha Bhosle, Kishore Kumar

3
Kaahe Ko Kaahe Ko

Asha Bhosle, Kishore Kumar