Main kamjor aurat yeh meri kahaani
Main kamjor aurat yeh meri kahaani
Mere aansuo se hai ganga mein paani
Main kamjor aurat yeh meri kahaani
Main kamjor aurat yeh meri kahaani
Mere aansuo se hai ganga mein paani
Yeh meri kahaani ho o o o o…..
Mere paak daaman mein purwaayiya hai
Mere paak daaman mein purwaayiya hai
Yeh aankhon mein ghum ki jo parchaayiya hai
Mere naam ki jitani ruswaayiya hai
Yeh bedard mardon ki hai meherbaani
Yeh bedard mardon ki hai meherbaani
Mere aansuo se hai ganga mein paani
Main kamjor aurat yeh meri kahaani
Mere aansuo se hai ganga mein paani
Naseebon ne aurat ko samajha khilauna
Naseebon ne aurat ko samajha khilauna
Jamaane ne aurat ko samajha bichhauna
Yahi toh huwa hai yahi toh hai hona
Nahi reet badali yeh sadiyon puraani
Nahi reet badali yeh sadiyon puraani
Mere aansuo se hai ganga mein paani
Main kamjor aurat yeh meri kahaani
Mere aansuo se hai ganga mein paani
Main kaise yeh maili chunar sar pe odhu
Main kaise yeh maili chunar sar pe odhu
Toh kya aakhari yeh sahaara bhi chhodu
Magar apana dil aap kaise main todu
Yeh kuchh bhi mamata ki hai yeh nishaani
Yeh kuchh bhi mamata ki hai yeh nishaani
Mere aansuo se hai ganga mein paani
Main kamjor aurat yeh meri kahaani
Mere aansuo se hai ganga mein paani
Yeh meri kahaani ho o o o o…..
Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Vinod Rathod
Alka Yagnik, Vinod Rathod
Alka Yagnik, Vinod Rathod
Alka Yagnik, Vinod Rathod