Main kya kahun
Main kuch bhi nahi
Bulla kahe tu kuch bhi nahi
Main bhi kahun
Main kuch bhi nahi
Bulla kahe tu kuch bhi nahi
Main kuch bhi nahi
Naa des mera naa mitti meri
Main hun banjaara
Meri hi zameen pe
Main kaun hun
Main kaun hun
Kyon apne jahaan mein
Main hun ajnabee
Main kaun hun
Main kaun hun
This long cannot go
Pandito ke naam par
Kashmeeriat ke naam par
Azaadi ke naam par
Sabi shaamil hain
Sabi shaamil hain
Naa jaane kyun aisa ho gaya
Begaani hui apni jagah
Naa jaane kyun apni hi taraf
Uth ti hain sabhi ki ungliyaan
Ab to yakeen khud pe bhi nahin
Anjaana hai har lamhaa yahaan
Nazre churaaye aankhein jhukaaye
Kab tak jeeye hum iss tarah
Kaisi khata thi jo yeh sazaa di
Humko kahin ka naa rakha
Jannat thi apni sarzameen
Sufi humko kehte sabhi
Ab to koi mujrim
Koi aatanki keh raha
Main kaun hun
Main kaun hun
Kyon apne jahaan mein
Main hun ajnabee
Main kaun hun
Main kaun hun
Naa des mera naa mitti meri
Main hun banjaara
Meri hi zameen pe
Main kaun hun
Main kaun hun
Chehre to sabke hain haseen
Par dil mein hai bas aag hi
Bujhti nahi jo jal rahi
Jo puche barhaan
Main kaun hun
Main kaun hun
Kyon apne jahaan mein
Main hun ajnabee
Main kaun hun
Main kaun hun.
Kshitij Tarey
Arun Daga, Mohammad Irfan, Saim Bhat
Chinmayi Sripada, Mika Singh
Mithoon Sharma, Mohammad Irfan
Chinmayi Sripada, Kshitij Tarey