Ek baae milke jaye nahi dil se
Kya pyari surat hai dekh zara dekh
Kaise pasad na aayegi re tujhko
Wo mohani murt hai ek se ek
Koi baila koi chammpa
Koi tara koi chanda
Ho koi tara koi chanda
Main kya jaanu ram ka gorakh dhandha
Main kya jaanu ram ka gorakh dhandha
Dhandha ek baar milke jaye nahi dil se
Ek baae milke jaye nahi dil se
Kya pyari surat hai dekh zara dekh
Kaise pasad na aayegi re tujhko
Wo mohani murt hai ek se ek
Ye ras ki ghagri ye chhalki pyali
Ye band botal sharab ki
Inko piyenge nasibo wale
Kahti hu jhuth kya o papa ji
Tusi sach kahnde ho soniye
Ho nahiyo jaani nahiyo bujhi
Nahiyo samjhi ye banda
Nahiyo samjhi ye banda
Main ki jaana ram ka gorkh dhandha
Main ki jaanu ram ka gorakh dhandha
Ek baae milke jaye nahi dil se
Kya pyari surat hai dekh zara dekh
Kaise pasad na aayegi re tujhko
Wo mohani murt hai ek se ek
Sundar si ladki dekhi jo aisi
Duniya chhuda de iski lagi
Ek din mujhe bhi duniya ke aage
Tu i love you kah de kabhi
Sundar si ladki dekhi jo aisi
Duniya chhuda de iski lagi
Ek din mujhe bhi duniya ke aage
Tu i love you kah de kabhi
Nahi boli nahi boli jaane tu hai
Kaisa banda ho jaane tu hai kaisa banda
Main kya jaanu ram ka gorakh dhandha
Main kya jaanu ram ka gorakh dhandha
Ek baae milke jaye nahi dil se
Kya pyari surat hai dekh zara dekh
Kaise pasad na aayegi re tujhko
Wo mohani murt hai ek se ek
Karti ho chhi chhi kaisi ye baate
Tujhko sharm laaj kuchh bhi nahi
Main to abhi se hun paani paani
Kya ho jo kuchh ho jaye kabhi
Karti ho chhi chhi kaisi ye baate
Tujhko sharm laaj kuchh bhi nahi
Main to abhi se hun paani paani
Kya ho jo kuchh ho jaye kabhi
Gori maaro nahi banda
Sidha sadha main hu banda
Sidha sadha main hu banda
Ye kya jaane ram ka gorakh dhandha
Main kya jaanu ram ka gorakh dhandha
Main kya jaanu ram ka gorakh dhandha
Main kya jaanu ram ka gorakh dhandha.
Shobha Gurtu
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle