Oye oye oye
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Fika fika badan mera
Chandan ki tarah mahka
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Fika fika badan mera
Chandan ki tarah mahka
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Sans bhi ruk ruk kar aaye
Ek ek nas kasti jaye
Sans bhi ruk ruk kar aaye
Ek ek nas kasti jaye
Jal ki thandi dhara bhi kyu
Aaj mujhe dasati jaye
Soch rahi thi ki mai badali
Ya badal gayi duniya
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Fika fika badan mera
Chandan ki tarah mahka
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Kaha se aaya ye tufan
Ghabra ke jage arman
Kaha se aaya ye tufan
Ghabra ke jage arman
Lage apna aap paraya
Bhuli apni hi pehchan
Pal pal ankhiya dekhu
Ye ho na kahi sapna
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Fika fika badan mera
Chandan ki tarah mahka
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Ji chahe ke udd jau
Nil gagan me leharau
Ji chahe ke udd jau
Nil gagan me leharau
Ya mojo se takrake
Sagar pe mai chha jau
Sari duniya bas me karlu
Sab kuchh ho mera
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Fika fika badan mera
Chandan ki tarah mahka
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya
Oye oye oye mai kya se ho gayi kya.
Mahendra Kapoor
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mahendra Kapoor