Main nashe mein hoon
Main nashe mein hoon
Dosto ne jab se chhoda
Mai maje mein hoon
Main nashe mein hoon
Main nashe mein hoon
Dosto ne jab se chhoda
Mai maje mein hoon
Main nashe mein hoon
Pi ke aanshu hans raha hoon
Kya karu majbur hoon
Pi ke aanshu hans raha hoon
Kya karu majbur hoon
Kaisa dushaman dosto ki
Thokaro se chhur hoon
Fir bhi jinda kya kahu
Kis silsile mein hoon
Mai nashe mein hoon
Mai hu muphlish mai lafanga
Puchte ho naam kya
Mai hu muphlish mai lafanga
Puchte ho naam kya
Jaat kaisi kaisa ghar
Mujhko inse kaam kya
Raaste me aankh khuli
Raste mein hoon
Mai nashe mein hoon
Har burayi karke fir bhi
Mujhse rahna dur dur
Har burayi karke fir bhi
Mujhse rahna dur dur
Aye sharifo mai milu to
Mujhse kahana dur dur
Janwar hoon aadami
Dekhane meinĀ hoon
Main nashe mein hoon
Main nashe mein hoon
Dosto ne jab se chhoda
Mai maje mein hoon
Mai nashe me hu.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Chaand Kumari, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)