Aai shuhani hai subaha banaras jarur
Hai shyaa-e-avadh khubsurat huzur
Magar har shubah se har ek shyaam se
Hasi ye hawalaat ki raat hai
Ye choro ki baraat ki raat hai
Na khirki na jharokha
Milte hi magar mauka
De jaunga mai dhokha
Sab dekhte rah jayenge
Banke hawa ka jhokha
Mai nikal jaunga, mai nikal jaunga
Mai nikal jaunga, mai nikal jaunga
Na khirki na jharokha
Milte hi magar mauka
De jaunga mai dhokha
Sab dekhte rah jayenge
Banke hawa ka jhokha
Mai nikal jaunga, mai nikal jaunga
Mai nikal jaunga, mai nikal jaunga
Diwaar se jyada majboot hai irada
Us paar wo khadi hai jisse nazar ladi hai
Wo intezaar me hai bechain pyar me hai
Ye jaan bhi gawa ke
Milna hai usse jake
Ye gam na dil sahega
Haye!ye gam na dil sahega
Bas hoke hi rahega
Ye mel do dilon ka
Sab sochte rah jayege
Banke hawa ka jhokha
Mai nikal jaunga, mai nikal jaunga
Mai nikal jaunga, mai nikal jaunga
Rocky hai naam mera
Sabko salaam mera
Sab mujhko jante hai
Ustaad maante hai
Buzdil nahi jo chup ke
Kar doon mai chupke chupke
Sab hoshiyaar rehna
Phir baad me na kehna
Dedi hai maine dhamki
Ha ha! Dedi hai maine dhamki
Bijli gagan mein chamki
Kutta gali mein bhauka
Sab dhoondte rah jayenge
Banke hawa ka jhokha
Mai nikal jaunga…
Mai nikal jaunga…
Mai nikal jaunga…
Mai nikal jaunga…
Mai kya hoon mai hoon baadal
Mai kya hoon mai hoon kaajal
Ud jaun ban ke khusboo
Jal jaun ban ke jaadoo
Ud jaun ban ke khusboo
Jal jaun ban ke jaadoo
Sau baar aake dekha
Sau baar jake dekha
Kya hai yahan kidhar hai
Har cheej ki khabar hai
Mere puraan yaron
Haan mere puraan yaron
Nadaan pehredaron
Kyon tune mujhko roka
Tum rokte rah jaoge
Banke hawa ka jhokha
Mai nikal jaunga
Mai nikal jaunga
Mai nikal jaunga
Mai nikal jaunga
Na khirki na jharokha
Milte hi magar mauka
De jaunga mai dhokha
Sab dekhte rah jayenge
Banke hawa ka jhokha
Mai nikal jaunga, mai nikal jaunga
Mai nikal jaunga, mai nikal jaunga
Mai nikal jaunga, mai nikal jaunga
Mai nikal jaunga, mai nikal jaunga …….
Jaani Babu Qawwal, Mohammed Rafi, S.Balbir
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar