Ho meri behna
Main tera bhaiya bhi
Main teri maiya bhi
Babul bhi main hu tera
Main tera bhaiya bhi
Main teri maiya bhi
Babul bhi main hu tera
Teri ek khushi ke liye main
Zindagi luta du ga
Ho meri behna o meri behna
Chanda tujhe sulayega
Suraj aake jagayega
Sajhegi sawregi behna
Darpan bhai dikhayega
Chanda tujhe sulayega
Suraj aake jagayega
Sajhegi sawregi behna
Darpan bhai dikhayega
Dekh dekh ke mukhda yeh tera
Main to har gham bhuladuga
Main tera bhaiya bhi
Main teri maiya bhi
Babul bhi main hu tera
Teri ek khushi ke liye main
Zindagi luta du ga
Ho meri behna o meri behna
Ek pal bhi jo tu bichhde
Yaad aaye laakho dukhde
Tera khilona tute to
Dil ho mera tukde tukde
Ek pal bhi jo tu bichhde
Yaad aaye laakho dukhde
Tera khilona tute to
Dil ho mera tukde tukde
Tujhko dukh dene ki jo soche
Use jag se mita dunga
Main tera bhaiya bhi
Main teri maiya bhi
Babul bhi main hu tera
Teri ek khushi ke liye main
Zindagi luta du ga
Ho meri behna o meri behna
Yeh to aisa nata hai
Koi bhi tod na pata hai
Sare jag ke nato mein
Yeh pawan kehlata hai
Yeh to aisa nata hai
Koi bhi tod na pata hai
Sare jag ke nato mein
Yeh pawan kehlata hai
Sajna ke angana jab jayegi
Ro ro ke vida dunga
Main tera bhaiya bhi
Main teri maiya bhi
Babul bhi main hu tera
Teri ek khushi ke liye main
Zindagi luta du ga
Ho meri behna o meri behna.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Indrani Mukherjee
Kishore Kumar