Main tere bin jee nahinn sakta
Tu mere bin jee nahin sakti
Kyun ke mere dil ki
Dhadkan ban gayi hain
Kyun ke mere dil ki
Dhadkan ban gayi hain
Aur ye tanhaai meri
Dushman ban gayi hain
Main tere bin jee nahinn sakta
Tu mere bin jee nahin sakti
Jaane khata kyaa huyi hain
Jaane mann tu khaffa ho gayi hain
Ye kaisi doori hain doori hain
Aakhir kyaa majboori
Hain majboori hain
Jaane khata kyaa huyi hain
Tu hi to hain sansaar mera
Bin tere zindagi gham ka
Darpan ban gayi hain
Bin tere zindagi gham ka
Darpan ban gayi hain
Aur ye tanhaai meri
Dushman ban gayi hain
Main tere bin jee nahinn sakta
Tu mere bin jee nahin sakti
De rahi hain sadaaye
Teri kasam ye saawan ki ghataye
Tu meri mohabbat
Hain mohabbat hain
Jeene ki hasrat hain hasrat hain
De rahi hain sadaaye
Aaja te hain intezaar tera
Kyun ki tu mere khaabon ki
Dulhan ban gayi hain
Kyun ki tu mere khaabon ki
Dulhan ban gayi hain
Aur ye tanhaai meri
Dushman ban gayi hain
Main tere bin jee nahinn sakta
Tu mere bin jee nahin sakti
Kyun ke mere dil ki
Dhadkan ban gayi hain
Kyun ke mere dil ki
Dhadkan ban gayi hain
Aur ye tanhaai meri
Dushman ban gayi hain
Main tere bin jee nahinn sakta
Tu mere bin jee nahin sakti.
Pandit Vinod Kumar, Sarika Kapoor
Kishore Kumar