Aaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa
Main to kab se teri sharan mein hoon
Main to kab se teri sharan mein hoon
Meri oar tu bhi to dhyaan de
Main to kab se teri
Sharan mein hoon
Meri oar tu bhi to dhyan de
Meri oar tu bhi to dhyan de
Meri oar tu bhi to dhyan de
Mere man mein kyun andhakaar hai
Mere man mein kyun andhakaar hai
Mere eeshwar mujhe gyaan de
Mere man mein kyun andhakar hai
Mere eeshwar mujhe gyaan de
Main to kab se teri sharan mein hoon
Teri aarti ka diyaa banoon
Teri aarti ka diyaa banoon
Yahi hai meri mano-kaamna
Teri aarti ka diyaa banoon
Yahi hai meri mano-kaamna
Mere praan tera hi naam le
Kare man teri hi upaasnaa
Kare man teri hi upaasnaa
Gun-gaan tera hi main karoon
Gun-gaan tera hi main karoon
Mujhe yeh lagan bhagwaan de
Gun-gaan tera hi main karoon
Mujhe yeh lagan bhagwaan de
Main to kab se teri sharan mein hoon
Koi sukh ki bhor khiley to kya
Koi sukh ki bhor khiley to kya
Koi dukh ki rain miley to kya
Koi sukh ki bhor khile to kya
Koi dukh ki rain mile to kya
Patjhad mein bhi jo khila rahe
Main who phool ban ke rahoon sadaa
Patjhad mein bhi jo khila rahe
Main who phool ban ke rahoon sadaa
Main who phool ban ke rahoon sadaa
Jo lute na pheeki pade kabhi
Jo lute na pheeki pade kabhi
Mujhe woh madhoor muskaan de
Jo lute na pheeki pade kabhi
Mujhe who madhoor muskaan de
Main to kab se teri sharan mein hun
Meri oar tu bhi to dhyan de
Mere man mein kyun andhakaar hai
Mere eeshwar mujhe gyaan de
Main to kab se teri sharan mein hoon
Kabhi chhanv dekhi na punya ki
Jale paun paap ki dhoop mein
Jo bhi roop teri daya ka hai
Mujhe de daras us roop mein
Mera man ashaant hai ai prabhu
Mera man ashaant hai ai prabhu
Mujhe shanti ka vardaan de
Mera man ashaant hai ai prabhu.
Hariharan
Hariharan
Anuradha Paudwal, Hariharan