Mein ne hawa ke paron pe likha hai
Dewaane dil ka fasaana
Tu ne padha ke nahin jaane jaana
Milke mujhe bathlaana
Phoolon mein taaron mein
Saare nazaaron mein
Aankhon ne dekha hai chehra tera
Mein ne hawa ke paron pe likha hai
Deewaane dil ka fasaana
Tu ne padha ke nahin jaane jaana
Milke mujhe bathlaana
Maine khayalon ka jahaan basaaya
Raathon ko khwabon mein tujhe chupaaya
Mann ke galicho mein tujhe sajaaya
Jaane tu jaane na
Yaadon ki maine tasveer banaayi
Tujhse kahin na har baath chupaayi
Sehthi rahi chup chap judaai
Maane tu maane na
Tere hi chaap ki khili khili khili hai chandini
Tere shabaad ki saji saji saji hai ragini
Kya karoon kya karoon
Jeene na deti hai teri ada
Mein ne hawa ke paron pe likha hai
Dewaane dil ka fasaana
Tu ne padha ke nahin jaane jaana
Milke mujhe bathlaana
Ithni haseen kayenath hogi
Jazbaaton ki barsaat hogi
Socha nahin tha mulakaat hogi
Mein to jaane jaan
Masti mein dooba hai shama sharaabi
Hone laga aalam gulabi
Aye na chein kahin zara bhi
Behke mere armaan
Raha kareeb bhi
Zara zara zara sa phaasla
Na toota tooteke
Zara zara zara sa silsila
Aagaye paas hum
Saanson mein mehki hai teri wafa
Mein ne hawa ke paron pe likha hai
Dewaane dil ka fasaana
Tu ne padha ke nahin jaane jaana
Milke mujhe bathlaana
Phoolon mein taaron mein
Saare nazaaron mein
Aankhon ne dekha hai chehra tera.
Alka Yagnik, Shaan
Sunidhi Chauhan
Alisha Chinai, Neeraj Shridhar, Robert Bob Omulo
Sangeet Haldipur