O maine to yeh jaana tu hai to jamana
Bina tere nahi rahna
Wo gham jo chupaya sine me badaya
Wo gham nahi ab sahna
Yaar tere bina, yaar tere bina
Yaar tere bina, yaar tere bina
O maine to yeh jaana tu hai to jamana
Bina tere nahi rahna
O khud ko gavaya tab tujhe paya
Ke dil kaise mane kahna
O yaar tere bina, yaar tere bina
Yaar tere bina, yaar tere bina
Main dil ki duniya lutane aayi hu
Main sare jamana chahe roye chahe hase
Main aisi khoyi hu ki
Ab mile na tu jaha bhi o jana
Wahi mera jaha base
Jo teri aankhon mein
Jo tere hothon mein
Mera bhi wahi hai kahna
O yaar tere bina, yaar tere bina
Yaar tere bina, yaar tere bina
Lato mein chhupa sa ye pyara sa chehra
Main sadh ke karu to kya karu mere hasi
Ye dil hai deewana ye jaan bhi deewani
Ye tere kabil ye najrana koi nahi
Kajal teri aaheye haar teri bahe
Nahi aur mera gahna
O yaar tere bina, yaar tere bina
Yaar tere bina, yaar tere bina.
O maine to ye jana tu hai to jamana
Bina tere nahi rahna
Wo gham jo chupaya sine me badaya
Wo gham nahi ab sahna
Yaar tere bina, yaar tere bina.
Kishore Kumar
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi