Natkhat natkhat jamuna ke
Tath par kuch toh churaye haye maiyya
Dil churaye, neendh churaye,
Chain churaye haye maiyya
Kaise main jaaoun ghar apne
Sab laaj sharam main chodhi re
Kaise kahun kis natkhat
Ne kiya maakhan chori re
Maiyya yashoda mori gagri
Se jamuna ke pul par
Maakhan haan koi de
Maakhan chura le gaya
Ho maiyya yashoda kaise
Jaaoun ghar jamuna ke pul par
Maakhan haan koi de
Maakhan chura le gaya
Mori baanh hai modhi natkhat re
Par dil ko jodhi natkhat re
Mori gagri koti natkhat re
Main bojh se chhoti natkhat re
Mori thaame kalai uss kinaare le gaya
Ho maiyya yashoda
Sacch kehta hoon
Main jamuna ke pul par
Maakhan ki gagri se
Maakhan bacha le gaya
Ho maiyya yashoda
Mori gagri se jamuna ke pul pe
Maakhan haan koi de
Maakhan chura le gaya
Ho suna tha ik din maine
Jamuna tath par chalte chalte
Kisi gopi ko beth akele
Rotey raina dhalte
Maine socha ke meri
Maiyya se main kya bolunga
Kahe na roka uss roti
Gorriya ke dil ko chalte
Haan maakhan toh churaya,
Par usko bhi sikhaya
Ke tu bhi toh thoda sa chak le bhai
Oo maai hum dono phir jaa
Baithe uss jamuna ke pul par
Maakhan hum mil ke,
Re maakhan chata ho gaya
Oo maiyya yashoda mori
Gagri se jamuna ke pul pe
Maakhan haan koi de
Maakhan chura le gaya
Ho maahi mohe laaj
Aave kaahe main ro ro karti thi
Tu hi maakhan chori main
Beth ke bas aahein bharti thi
Phir tere natkhat ne ik din
Mohe yeh raaz bataya
Ho phir tere natkhat ne ik
Din mohe yeh raaz bataya
Chori hota tha maakhan
Kyun ke chaaron se darrti thi
Jo maakhan jam ke khaye,
Toh kya koi churaye
Toh chakh le aur chakha
Le thoda maai
Ho maai tore natkhat ko
Maine hi jamuna ke pul pe
Maakhan khilaaya re
Maakhan mera ho gaya
Maiyya yashoda sach
Kehta hun main jamuna ke pul par
Maakhan haan gori ko
Maakhan khilane gaya
Natkhat natkhat jamuna ke
Tath par kuch toh churaye haye maiyya
Dil churaye, neendh churaye,
Chain churaye haye maiyya
Kaise main jaaoun ghar apne
Sab laaj sharam main chodhi re
Kaise kahun kis natkhat ne
Kiya maakhan chori re
O maiyya yashoda, o maiyya yashoda
O maiyya yashoda mori maiyya yashoda mori
Maiyya yashoda sach
Kehta hun main jamuna ke pul par
Maakhan ki gagri se maakhan bacha le gaya
Natkhat natkhat natkhat natkhat
Maiya yashodha maiya yashodha
Natkhat natkhat jamuna ke
Tath par kuch toh churaye haye maiyya
Dil churaye, neendh churaye,
Chain churaye haye maiyya
Kaise main jaaoun ghar
Apne sab laaj sharam
Main chodhi re
Kaise kahun kis natkhat
Ne kiya maakhan chori re.
Rashid Ali
Vijay Yesudas
Shreya Ghoshal
Karthik
Rashid Ali, Shreya Ghoshal
Sonu Nigam