Ho ho oo oo ho ho oo oo
Lachari ko majboori ko
Lachari ko majboori ko
Kismat kehna padta hai
Pyar mein hum toh gareeb nahin
Paisa magar naseeb nahin
Hasne ko duniya saari
Aur rone ko hum
Aara ro aara ro aara ro
Aara ro aara ro aara ro
Bhaai bahen ka yeh naata hain
Bhookh mein kaamp na paata hain
Ik dujhe ko dekh phir bhi
Pet bhal bhar jaata hain
Batwara sukh aur dukh ka
Hoga na jab tak ek jaisa
Hum bhookhe hi soyenge
Rone wale royenge
Aara ro aara ro aara ro
Aara ro aara ro aara ro
Lachari ko majboori ko
Kismat kehna padta hai
Pyar mein hum toh gareeb nahin
Paisa magar naseeb nahin oo
Hasne ko duniya saari
Aur rone ko hum
Aara ro aara ro aara ro
Aara ro aara ro aara ro
Dukhiyo ki yeh aawaaz hai ye
Door talak na jaayegi
Is duniya ko paa na saki
Chaand ko kaise paayegi
Banke bahen main aayi yahaan
Tere liye main ban gayi maa
Main roti ban jaaungi
Jab tujhe bhookh satayegi
Aara ro aara ro aara ro
Aara ro aara ro aara ro
Lachari ko majboori ko
Kismat kehna padta hai
Pyar mein hum toh gareeb nahin
Paisa magar naseeb nahin oo
Hasne ko duniya saari
Aur rone ko hum
Aara ro aara ro aara ro
Aara ro aara ro aara ro.
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Kishore Kumar, S. Janaki (Sishta Sreeramamurthy Janaki)
Kishore Kumar
Kishore Kumar