Majnu bane hain
Laila ko pehchaante nahin ee
Laila pe kya gujarti hai
Ye jaante hain
Dil mein rehte hain
Dil mein rehte hain
Unhen dil ki khabar nahin
Kya unse apna haal
Main keh doon
Magar nahin
Dil mein rehte hain
Dil mein rehte hain
Unhen dil ki khabar nahin
Kya unse apna haal
Main keh doon
Magar nahin
Dil mein rehte hain
Dil deke unko chain se
Dum bhar na reh sake
Dil deke unko chain se
Dum bhar na reh sake
Nazren kabhi milin thhin
Nazren kabhi milin thhin
Magar ye na keh sake
Magar ye na keh sake
Dil mein siwaaye unke
Dil mein siwaaye unke
Kisi ka guzar nahin
Kya unse apna haal
Main keh doon
Magar nahin
Dil mein rehte hain
Dil mein rehte hain
Dil ki to kya khabar unhen
Itna nahin pata
Dil ki to kya khabar unhen
Itna nahin pata
Chhup chhup ke dekhta hai
Chhup chhup ke dekhta hai
Koi unki har ada
Koi unki har ada
Wo bekhabar samajhte hain
Wo bekhabar samajhte hain
Main bekhabar nahin
Kya unse apna haal
Main keh doon
Magar nahin
Dil mein rehte hain
Dil mein rehte hain
Jee chaahta hai
Unse kahen dil ki aarzoo
Jee chaahta hai
Unse kahen dil ki aarzoo
Ho jaaye aaj unse
Ho jaaye aaj unse
Mohabbat ki guftgoo
Mohabbat ki guftgoo
Dil dil se mil gaya
Dil dil se mil gaya
To zamaane ka dar nahin
Kya unse apna haal
Main keh doon
Magar nahin
Dil mein rehte hain
Dil mein rehte hain
Unhen dil ki khabar nahin
Kya unse apna haal
Main keh doon
Magar nahin
Dil mein rehte hain
Dil mein rehte hain.
Shamshad Begum
David
Shamshad Begum
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shamshad Begum
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shamshad Begum
Lata Mangeshkar, Shamshad Begum
Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi