Man saaf tera hai ya nahin
Puchh le jee se
Haan puchh se jee sa
Aha puchh le jee se
Man saaf tera hai ya nahin
Puchh le jee se
Phir jo kuchh bhi karna hai tujhe
Kar woh khushi se
Ghabra na kisi se
Sharbat ke jo dhokhe
Mein tujhe zehar pilaaye
Sharbat ke jo dhokhe
Mein tujhe zehar pilaaye
Rone pe jo hansta rahe
Hans hans ke rulaaye
Le jaana jo chaahe tujhe
Kaanton ki gali se
Phir jo kuchh bhi
Karna chaahe
Kar wo khushi se
Ghabra na kisi se
Man saaf tera hai ya nahin
Puchh le jee se
Haan pooch se jee sa
Aha pooch le jee se
Tu logon ki aankhon
Mein bala ho to bala ho
Achhi wo buraayi hai
Jo duniya ka bhala ho
Katata hai gala
Tera agar kund chhuri se
Phir jo kuckh bhi
Karna hai tujhe
Kar wo khushi se
Ghabra na kisi se
Aa haa aa jiska mat tu
Zinda suboh shaam rahega
Jiska mat
Zinda tu suboh shaam rahega
Gar tu to nahin
Tera sada naam rahega
Sachche nahin darte hain
Zamaane mein kisi se
Sachche nahin darte hain
Zamaane mein kisi se
Phir jo kuchh bhi karna hai tujhe
Kar wo khushi se
Ghabra na kisi se
Man saaf tera hai ya nahin
Puchh le jee se
Haan puchh se jee sa
Aha puchh le jee se
Man saaf tera hai ya nahin
Puchh le jee se
Puchh se jee sa
Arre puchh le jee se.
Vasanti
Shanta Apte
Shanta Apte
Shanta Apte
Asha Bhosle, Shamshad Begum
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar