Ho saath agar pahalu me ik maste shabaab
Ik jaam ho aur haath me shero ki qitaab
Ik saaz ho aur saaz pe gaati ho hasinaa
Ban jaae ye viraanaa bahaaro kaa javaab
Ban jaae ye viraanaa bahaaro kaa javaab
Madave tale garib ke, do phul khil rahe hai
Madave tale garib ke, do phul khil rahe hai
Ai raat tu na jaanaa, ai chaand tu na jaanaa
Ye naubahaar, chupake se dekho
Nazare na tum lagana
Madave tale garib ke, do phul khil rahe hai
Mausame ishq hai, zaraa hosh sambhaal
Haasil tujhe mahabub hai, armaan nikaal
Kuchh baat to karale, nahi kal ki khabar
Kyaa hai game duniyaa, ise khaaq me daal
Kyaa hai game duniyaa, ise khaaq me daal
Madave tale garib ke, do phul khil rahe hai
Madave tale garib ke, do phul khil rahe hai
Ai raat tu na jaanaa, ai chaand tu na jaanaa
Ye naubahaar, chupake se dekho
Nazare na tum lagana
Madave tale garib ke, do phul khil rahe hai
Madave tale garib ke, do phul khil rahe hai.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Chandru Atma (C. H. Atma)
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Asha Bhosle
Kishori Amonkar
Asha Bhosle