Mastana ada bahki bahki
Mastana ada bahki bahki
Aisi ke jamana mar jaye
Julfo ko tumhari dekh le jo
Wo nagan samjh ke dar jaye
Mastana ada bahki bahki
Tum ho ke jidhar se gujro
Log nakshe kadam ko chume
Pade jin par najar matwali
Bin piye wo nashe me jhume
Tum mano na mano
Hai ye dunia hamari
Tum mano na mano
Hai ye dunia hamari
Ek halki najar ho idhar bhi agar
To hamari bhi dunia sawar jaye
Julfo ko tumhari dekh le jo
Pyar karna agar tum sikho
Dil tum par fida ham karde
Chand tika bane mathe ka
Aur taro se aachal bhar de
Hai ye dawa hamara
Ke ye chehra tumhara
Hai ye dawa hamara
Ke ye chehra tumhara
Phul aisa bane jo kahi na mile
Aur pahle se jyada nikhar jaye
Zulfo ko tumhari dekh le jo
Wo nagan samjh kar dar jaye
Mastana ada bahki bahki
Mai sadke tere us dil ke
Jurm karna jisko aaya
Jara mere bhi tewar dekho
Ke mujhe bhi yahi to bhaya
Gori sunke hi jana
Mere dil ka fasana
Gori sunke hi jana
Mere dil ka fasana
Pyar tera chain jise lene na de
Wo bechara kaha jaye
Zulfo ko tumhari dekh le jo
Wo nagan samjh kar dar jaye
Mastana ada bahki bahki
Aisi ke jamana mar jaye
Mastana ada bahki bahki.
Asha Bhosle, Kamal Barot
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar