Masti or jawani ho
Umar badi mastani ho
Or dil me baimani ho
To fir pyar bhi hoga bilkul
Ikrar bhi hoga bilkul
Deedar bhi hoga bilkul
Masti or jawani ho
Umar badi mastani ho
Or dil me baimani ho
To fir pyar bhi hoga bilkul
Ikrar bhi hoga bilkul
Deedar bhi hoga bilkul
Jab anjan mohabbat ka
Dil me ho arman chupa
Jab anjan mohabbat ka
Dil me ho arman chupa
Idhar bhi ho tufan chupa
Udhar bhi ho tufan chupa
Tanhayi ka alam ho wawt bada hi jalim
Pas me koi balam ho
To fir pyar bhi hoga bilkul
Ikrar bhi hoga bilkul
Deedar bhi hoga bilkul
Masti or jawani ho
Umar badi mastani ho
Or dil me baimani ho
To fir pyar bhi hoga bilkul
Ikrar bhi hoga bilkul
Deedar bhi hoga bilkul
Dhadkan jab khamosh rahe
Sahma sahma josh rahe
Dhadkan jab khamosh rahe
Sahma sahma josh rahe
Nashe se palke bhari bhari
Madhoshi me hosh rahe
Husn pe ek kjayamat ho
Nakhra ek naj najakat ho
Aankho me ek dakat ho
To fir pyar bhi hoga bilkul
Ikrar bhi hoga bilkul
Deedar bhi hoga bilkul
Masti or jawani ho
Umar badi mastani ho
Or dil me baimani ho
To fir pyar bhi hoga bilkul
Ikrar bhi hoga bilkul
Deedar bhi hoga bilkul
Chanchal sokh jawani me
Bhari ho aag diwani me
Chanchal sokh jawani me
Bhari ho aag diwani me
Tan me itni garmi ho
Aag lagade pani me
Mausam gahra gahra ho
Chand ka rang sunhara ho
Na koi dar na koi pahra ho
To fir pyar bhi hoga bilkul
Ikrar bhi hoga bilkul
Deedar bhi hoga bilkul
Masti or jawani ho
Umar badi mastani ho
Or dil me baimani ho
To fir pyar bhi hoga bilkul
Ikrar bhi hoga bilkul
Deedar bhi hoga bilkul.
Kishore Kumar
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle, Rekha Jaikar, Usha Khanna
Kishore Kumar