Masti masti mere mann mein masti
Masti masti mere tan mein masti
Tu husn ki madira tere hoth gulaabi
Tujhe dekh dekh ke main bana sharaabi
Tu ban jaa botal main peeta jaaun
Tujhe dekh dekh ke main jeeta jaaun
Masti masti mere dil mein masti
Mere tan mein masti mann mein masti masti
Haan main madira ki bandh hoon botal
Peene ko hai har koi paagal
Har tere jaisa naya neerala
Peeyega mujh ko koi kismat wala
Masti masti mere dil mein masti
Mere tan mein masti mann mein masti masti
Masti masti masti masti
Masti masti masti masti
Masti masti masti masti
Jab gore gore chaand ke jaisi bindiya chamke
Raste ruk jaaye jab tu chalti hai tham tham ke
Jaanam tujhko jo lagati hoon main itani sundar
Yeh khoobsurati hai tere nazaron ke andar
Main tere badan se kyaa nazarein hatau
Main jeetna dekhun utna kho jaaun haaye
Masti masti mere dil mein masti
Mere tan mein masti mann mein masti masti
Masti masti masti masti
Masti masti masti masti
Masti masti masti masti
Chhin ke le gayi mere dil ko teri baatein
Are laakh bachana chaha phir bhi lad gayi aankhein
Na koi tere jaisa na mere jaisa
Par dekha ke log kahenge joda ho to aisa
Chehare se tere na nazar hataun
Jee chahein mera tujh mein kho jaaun
Tu husn ki madira tere hoth gulaabi
Tujhe dekh dekh ke main bana sharaabi
Tu ban jaa botal main peeta jaaun
Tujhe dekh dekh ke main jeeta jaaun
Main madira ki bandh hoon botal
Peene ko hai har koi paagal
Har tere jaisa naya neerala
Peeyega mujh ko koi kismat wala
Masti masti mere dil mein masti
Mere tan mein masti mann mein masti masti
Masti masti mere dil mein masti
Mere tan mein masti mann mein masti masti.
Shilpa Rao, Udit Narayan
Kumar Sanu, Sushma Shrestha (Poornima)
Shabbir Kumar, Vijayta Pandit
Sadhana Sargam, Udit Narayan