Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai
Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai
Jeen ka dil beche wahi
Jeen ke par bharosa hota hai
Khun e jigar ko bahon se jeeta
Khun e jigar ko aag lage
Khun e jigar ko bahon se jeeta
Khun e jigar ko aag lage
Zare zare jab saari duniya
Rone se ab kya hota hai
Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai
Baagh mein ser ko aaye the
Ek daag dil mein lete chale
Baagh mein ser ko aaye the
Ek daag dil mein lete chale
Rangeeniyo mein hum bhul gaye
Har phool mein kanta hota hai
Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai
Behoshiyo mein dil kho baithe
Jab hosh aaya toh ye samjhe
Aa behoshiyo mein dil kho baithe
Jab hosh aaya toh ye samjhe
Jab kis ko muhabbat kahete hai
Jab kis ko muhabbat kahete hai
Darsal woh asal mein dhoka hota hai
Matlab ki yeh duniya hai
Yaha kaoun kisi ka hota hai
Dhoka de dete hai wahi
Jeen par bharosa hota hai.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi