Mausam hai aashiqana
Ae dil kahi se unko
Aise me dhundh lana
Aise me dhundh lana
Mausam hai aashiqana
Ae dil kahi se unko
Aise me dhundh lana
Aise me dhundh lana
Mausam hai aashiqana
Kahna ke rut java hai
Aur ham taras rahe hai
Kali ghata ke saae birhan
Ko dans rahe hai
Dar hai na maar dale
Savan ka kya thikana
Savan ka kya thikana
Mausam hai aashiqana
Suraj kahi bhi jaae
Tum par na dhup aae
Tum par na dhup aae aaa..
Tumko pukarate
Hai in gesuo ke saae
Aa jaao mai bana du
Palko ka shamiyana
Palko ka shamiyana
Mausam hai aashiqana
Firte hai ham akele
Baaho me koi le le
Aakhir koi kahaa tak
Tanahaiyo se khele
Din ho gae hai zaalim
Rate hai qatilana
Rate hai qatilana
Mausam hai aashiqana
Haa….
Ye raat ye khamoshi ye
Khvab se nazare
Ye khvab se nazare
Jugnu hai ya zami par
Utre hue hai tare
Bekhaab meri aankhe
Bekhaab meri aankhe
Madhosh hai zamana
Madhosh hai zamana
Mausam hai aashiqana
Ae dil kahi se unko
Aise me dhundh lana
Mausam hai aashiqana.
Lata Mangeshkar
Rajkumari Dubey
Vani Jairam
Begum Parveen Sultana (Parveen Sultana)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar