Ten nine eight seven
Six five four three
Two one lets start the fun
Thandi thandi purvaiya mein
Udti hai chunariyahey
Dhadke mora jiya rama
Bali hai umariya
Dil penahin kaabu
Kaisayeh jaadu
Yeh mausam ka jaadu hai mitwa
Na ab dil pe kaabu hai mitwa
Naina jisme kho gaye
Deewane se ho gaye
Nazara woh harsu hai mitwa
Yeh mausam ka jaadu hai mitwa
Shehri babu ke sang
Mem gori gorihey
Aise lage jaise
Chanda ki chakori
Phoolon kaliyon ki bahaaren
Chanchal yeh hawaon ki pukaaren
Humko yeh ishaaron
Mein kahen hum
Thamke yahan ghadiyan guzaaren
Pehle kabhi to na humse
Batiyate the aise phulwa
Yeh mausam ka jaadu hai mitwa
Sachchi sachchi bolna
Bhed na chupaanahey
Kaun dagar se aaye
Kaun disha hai jaana
Inko hum le ke chale hain
Apne sang apni nagariya
Hai re sang anjaane ka
Us par anjaan dagariya
Phir kaise tum door itne
Sang aa gayee mere goriya
Yeh mausam ka jaadu hai mitwa.
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
S. P. Balasubrahmanyam
Lata Mangeshkar
Sharda Sinha
Kumar Sanu, Lata Mangeshkar