Maza barsaat ka chaaho
Maza barsaat ka chaaho
To in aankhon mein aa baitho
Maza barsaat ka chaaho
To in aankhon mein aa baitho
Wo barson mein barastin hain
Wo barson mein barastin hain
Ye barson se tarasti hain
Ho mohabbat karke mumkin hai
Zamaane ko bhulaa baitho
Maza barsaat ka chaaho
To in aankhon mein aa baitho
Mazaa barsaat ka
Kab se dil intzaar mein jalta hai
Ho ye ghar ghari bahaar mein chalta hai
Tumhe dhoondhi hai sulagti jawaani
Agar ho sake to karo meharbaani
Mohabbat ki qasam abto
Mohabbat ki qasam abto
Naye hamse sataa baithe
Mohabbat karke mumkin hai
Zamaane ko bhulaa baithe
Maza barsaat ka chaaho
To in aankhon mein aa baitho
Mazaa barsaat ka
Kab tak tumhaari yaad me tadpoon main
Ho kab tak tumhaare pyaar ko
Tarsoon main lagi se hai
Usi par nazar hai
Adhoore hain sajde
Duaa be-asar hai
Guroore husn ke sadke
Guroore husn ke sadke
Banke khuda baithe
Ho mohabbat karke mumkin hai
Zamaane ko bhulaa baitho
Maza barsaat ka chaaho
To in aankhon mein aa baitho
Mazaa barsaat ka.
Asha Bhosle
Krishna Kalle, Usha Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)