Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai - Muskaan lyrics | Muskaan - Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai lyrics

Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai is a hindi song from the 2004 movie Muskaan. Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai singers are Anuradha Paudwal, Sonu Nigam. Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai composer is Nikhil, Vinay and Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai lyricist or song writer is Sameer. Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai music director is Nikhil, Vinay. Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai features Aftab Shivdasani, Parvin Dabbas, Neha, Gracy Singh, Anjala Zaveri, Gulshan Grover, Vrajesh Hirjee, Razzak Khan, Rajeev Varma, Sharat Saxena. Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai director is and the producer is . The audio of Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai song was released on 26th March, 2004 by T-Series. Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai YouTube video song can be watched above.


Maine jisko dil yeh diya hai, dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai, jisko pyaar kiya hai
Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum


Maine jisko dil yeh diya hai, dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai, jisko pyaar kiya hai
Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai


Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum


Maine jisko dil yeh diya hai


Tumhein paake dilbar mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein na ab kuch kami hai
Ho o o
Tumhein paake dilbar mujhe lag raha hai
Meri zindagi mein na ab kuch kami hai
Tumhaare labon pe jo bikhri kali hai
Woh shabnam nahin hai
Wafa ki nami hai


Jisne mera chain liya hai
Mera chain liya hai
Jisne mera chain liya hai
Mera chain liya hai


Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai


Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum


Maine jisko dil yeh diya hai


Sambhaala tha maine bahut apne dil ko
Magar yeh deewaana machalne laga hai
Oh sambhaala tha maine bahut apne dil ko
Magar yeh deewaana machalne laga hai
Mili teri meri nazar jab se dilbar
Khayaalon ka mausam badalne laga hai
Mere bas mein na mera jiya hai
Mera jiya hai
Mere bas mein na mera jiya hai
Mera jiya hai


Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum


Maine jisko dil yeh diya hai
Dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai
Jisko pyaar kiya hai


Maine jisko dil yeh diya hai
Maine jisko pyaar kiya hai


Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum


Woh ho tum woh ho tum
Woh ho tum woh ho tum.



Movie/album: Muskaan
Singers: Anuradha Paudwal, Sonu Nigam
Song Lyricists: Sameer
Music Composer: Nikhil, Vinay
Music Director: Nikhil, Vinay
Music Label: T-Series
Starring: Aftab Shivdasani, Parvin Dabbas, Neha, Gracy Singh, Anjala Zaveri, Gulshan Grover, Vrajesh Hirjee, Razzak Khan, Rajeev Varma, Sharat Saxena
Release on: 26th March, 2004
1. Who is the music director of the song Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai
Ans: Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai song music director is Nikhil, Vinay
2. Who is/are the singer/singers of the song Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai
Ans: Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai song singers are Anuradha Paudwal, Sonu Nigam
3. Who is the Composer of the song Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai
Ans: Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai song composer is Nikhil, Vinay
4. Who is the Lyricist of the song Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai
Ans: Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai song lyricist is Sameer
5. What is the movie of the song Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai
Ans: Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai song is from Muskaan
6. Who wrote the song Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai
Ans: Mene Jisko Dil Yeh Diya Hai song is written by Sameer

Find other songs in - Muskaan

1
Sanam Ikraar Ho Gaya

Anuradha Paudwal

2
Who Ho Tum (Sad)

Sonu Nigam

3
Ishq Hasata Hai

Anuradha Paudwal, Sonu Nigam

4
Nami Danam Nami Danam

Alka Yagnik, Shaan

5
Jis Din Teri Meri

Anuradha Paudwal, Udit Narayan

6
Nach Punjaban Nachle

Anuradha Paudwal, Sonu Nigam

7
Jaaneman Chupke Chupke

Alka Yagnik, Udit Narayan

8
Kabhie Jaage Soye

Anuradha Paudwal, Udit Narayan

9
Yaad Aayi

Adnan Sami