Mera Dil Aashiqaana Hai - Pyaar Kiya To Darna Kya lyrics | Pyaar Kiya To Darna Kya - Mera Dil Aashiqaana Hai lyrics

Mera Dil Aashiqaana Hai is a hindi song from the 1963 movie Pyaar Kiya To Darna Kya. Mera Dil Aashiqaana Hai singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Mera Dil Aashiqaana Hai composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi) and Mera Dil Aashiqaana Hai lyricist or song writer is Shakeel Badayuni. Mera Dil Aashiqaana Hai music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi). Mera Dil Aashiqaana Hai features Shammi Kapoor, B Saroja Devi, Pran, Kapoor, Om Parkesh, Prithviraj Kapoor. Mera Dil Aashiqaana Hai director is and the producer is . The audio of Mera Dil Aashiqaana Hai song was released on null by Saregama. Mera Dil Aashiqaana Hai YouTube video song can be watched above.


Bahut haseen hai
Duniya meri nigaahon mein
Jo bas chaley to luta doon main
Dil ko raahon mein
Kyun bhai kis liye
Is liye ke mera dil il il
Mera dil aashiqaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai
Kabhi is par nisaar
Kabhi us par nisaar
Ye to zaalim deewaana hai ae
Mera dil aashiqaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Ye to jhoothha fasaana hai
Kabhi itna garoor nahin karna hazoor
Bada naazuk zamaana hai ae
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai


Ye chaahta hoon mulaaqaat ho haseenon se
Isi liye to ulajhhta hoon maahjabeenon se
Main to bas husn ka parwaana hoon
Hosh mein rah ke bhi deewaana hoon
Sirf itni hai haqeeqat meri
Ek rangeen sa afsaana hoon


Jo bhi nazren milaaye
Kabhi bachkar na jaaye
Jo bhi nazren milaaye
Kabhi bachkar na jaaye
Mera aisa nishaana hai ae ae
Mera dil aashiqaana hai haaye
Ye to jhoothha fasaana hai


Jaley jo shama to parwaane uspe girte hain
Tumhaare jaise jahaan mein hazaar phirte hain
Pyaar kya cheez hai tum kya jaano
Pehle khud ko to zara pehchaano
Tumse ek baat kahe dete hain
Chaahe maano ya ise na maano


Ek se dil lagaao use apna banaao
Ek se dil lagaao use apna banaao
Bura sabko sataana hai
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai


Sikha de koi mujhe pyaar to karam hoga
Jo pyaar seekh gaye tum
Bada sitam hoga
Zindagi meri sambhal jaayegi
Pyaar ki aag mein jal jaayegi
Aur agar ye bhi gawaara ho mujhe
Phir to duniya hi badal jaayegi


Koi dil to lagaaye
Pyaar kar ke dikhaaye
Koi dil to lagaaye
Pyaar kar ke dikhaaye
Ab to ye aajmaana hai ae ae
Mera dil aashiqaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai
Kabhi itna garoor nahin karna hazoor
Bada naazuk zamaana hai ae ae
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai haaye
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Ho mera dil aashiqaana hai haaye
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai haaye
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai haaye
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai haaye.



Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label: Saregama
Starring: Shammi Kapoor, B Saroja Devi, Pran, Kapoor, Om Parkesh, Prithviraj Kapoor
Release on: null
1. Who is the music director of the song Mera Dil Aashiqaana Hai
Ans: Mera Dil Aashiqaana Hai song music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
2. Who is/are the singer/singers of the song Mera Dil Aashiqaana Hai
Ans: Mera Dil Aashiqaana Hai song singers are Asha Bhosle, Mohammed Rafi
3. Who is the Composer of the song Mera Dil Aashiqaana Hai
Ans: Mera Dil Aashiqaana Hai song composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
4. Who is the Lyricist of the song Mera Dil Aashiqaana Hai
Ans: Mera Dil Aashiqaana Hai song lyricist is Shakeel Badayuni
5. What is the movie of the song Mera Dil Aashiqaana Hai
Ans: Mera Dil Aashiqaana Hai song is from Pyaar Kiya To Darna Kya
6. Who wrote the song Mera Dil Aashiqaana Hai
Ans: Mera Dil Aashiqaana Hai song is written by Shakeel Badayuni

Find other songs in - Pyaar Kiya To Darna Kya

1
Aa Meri Jaan Mujhko

Mohammed Rafi

2
Duniya Mein Mohabbat

Asha Bhosle

3
Zindagi Kya Hai

Mohammed Rafi

4
Baharon Ki Kahani

Asha Bhosle

5
Jaan E Bahar Husn

Mohammed Rafi

6
Mohabbat Ka Nagma

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

7
Dil Tumko De Diya

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

8
Jab Tak Hum Hai

Mohammed Rafi

9
Teri Jawani

Iqbal Sabri, Sabri Brothers

10
Tum Par Hum Hai

Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu

11
O Sathiya O Beliya

Anuradha Paudwal

12
Oh Baby... Ho Gaya So Ho Gaya

Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan

13
O O Jaane Jaana

Kamal Khan

14
Deewana Main Chala

Udit Narayan

15
Odh Li Chunariya

Alka Yagnik, Kumar Sanu

16
Chhad Zid Karna

Anuradha Paudwal, Udit Narayan