Mera Intezar Karti Ho - Saazish lyrics | Saazish - Mera Intezar Karti Ho lyrics

Mera Intezar Karti Ho is a hindi song from the 1988 movie Saazish. Mera Intezar Karti Ho singers are Alka Yagnik, Mohammed Aziz. Mera Intezar Karti Ho composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah and Mera Intezar Karti Ho lyricist or song writer is Anand Bakshi. Mera Intezar Karti Ho music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Mera Intezar Karti Ho features Raaj Kumar, Dharmendra, Mithun Chakraborty, Raj Babbar, Dimple Kapadia. Mera Intezar Karti Ho director is and the producer is . The audio of Mera Intezar Karti Ho song was released on 22nd July, 1988 by T-Series. Mera Intezar Karti Ho YouTube video song can be watched above.


Mera intezar karti ho karti hoon
Mujhpe etbar karti ho karti hoon
Mera intezar karti ho karti hoon
Mujhpe etbar karti ho karti hoon
Iska matlab hain
Tum mujhse pyar karti ho
Na na na na na na na  na


Mera intezar karte ho karta hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon
Mera intezar karte ho karta hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon
Iska matlab hain
Tum mujhse pyar karte ho
Na na na na na na na na
Mera intezar karti ho karti hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon


Aksar mujhko yad karti ho karti hoon
Aahe tum din rat bharti ho bharti hoon
Aksar mujhko yad karti ho karti hoon
Aahe tum din rat bharti ho bharti hoon
Muh par meri jan marti ho marti hoon
Khul na jaye bhed darti ho darti hoon
Tum iska inkar karti ho karti hoon
Mera intezar karte ho karta hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon
Iska matlab hain
Tum mujhse pyar karte ho
Na na na na na na na  na
Mera intezar karti ho karti hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon


Hum sapno mein roz milte hain milte hain
Dil ke andar phool khilte hain khilte hain
Hum sapno mein roz milte hain milte hain
Dil ke andar phool khilte hain khilte hain
Tum aksar bechain rahte ho rahta hoon
Mujhko apni jan kahte ho kahta hoon
Tum isse inkar karte ho karta hoon
Mera intezar karte ho karta hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon
Iska matlab hain
Tum mujhse pyar karti ho
Na na na na na na na  na
Mera intezar karte ho karta hoon
Mujhpe etbar karti ho karti hoon


Deewano sa hal rahta hain rahta hain
Rang saram se lal rahta hain rahta hain
Deewano sa hal rahta hain rahta hain
Rang saram se lal rahta hain rahta hain
Ang ang mein dard hota hain hota hain
Dard bada bedard hota hain hota hain
Phir bhi tum takrar karti ho karti hoon
Mera intezar karte ho karta hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon
Iska matlab hain
Tum mujhse pyar karte ho
Na na na na na na na  na
Mera intezar karti ho karti hoon
Mujhpe etbar karte ho karta hoon.



Movie/album: Saazish
Singers: Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Director: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label: T-Series
Starring: Raaj Kumar, Dharmendra, Mithun Chakraborty, Raj Babbar, Dimple Kapadia
Release on: 22nd July, 1988
1. Who is the music director of the song Mera Intezar Karti Ho
Ans: Mera Intezar Karti Ho song music director is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
2. Who is/are the singer/singers of the song Mera Intezar Karti Ho
Ans: Mera Intezar Karti Ho song singers are Alka Yagnik, Mohammed Aziz
3. Who is the Composer of the song Mera Intezar Karti Ho
Ans: Mera Intezar Karti Ho song composer is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
4. Who is the Lyricist of the song Mera Intezar Karti Ho
Ans: Mera Intezar Karti Ho song lyricist is Anand Bakshi
5. What is the movie of the song Mera Intezar Karti Ho
Ans: Mera Intezar Karti Ho song is from Saazish
6. Who wrote the song Mera Intezar Karti Ho
Ans: Mera Intezar Karti Ho song is written by Anand Bakshi

Find other songs in - Saazish

1
Zara Idhar To Aa

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

2
Bachke Zara Hat Ke

Asha Bhosle

3
Tum Ho Mere Sanam

Asha Bhosle

4
Woh Bade Khushnaseeb Hote Hai

Mahendra Kapoor, Suman Kalyanpur

5
Tujhe Humne Chaha

Mahendra Kapoor, Saira Banu

6
Na Taaj Chahiye

Asha Bhosle

7
How Sweet Dadaji

Asha Bhosle, Ranu Mukherjee

8
Mere Sawal Ka Tum Do Jawab

Sapna Mukherjee, Suresh Wadkar

9
Yeh Shahar Yeh Shahar

Asha Bhosle, Kishore Kumar

10
Yeh Jawani Badi Deewani

Amit Kumar, Asha Bhosle

11
Zindagi Bin Pyar Ke

Kumar Sanu

12
Tu Itna Pyar Kar

Udit Narayan, Vijeta Pandit

13
Dil Yeh Kahe Pyar

Alka Yagnik

14
Khushi Ka Rang

Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy

15
Is Dil Main Nahin

Udit Narayan, Vijeta Pandit