Mera jwala naam
Jiya jalana kam
O matwale o albele
Rakhna dil ko tham
Mera jwala naam
Jiya jalana kam
O matwale o albele
Rakhna dil ko tham
Mera jwala naam
Jiya jalana kam
O matwale o albele
Rakhna dil ko tham
Kho gaye kaha
Mujhko dekh ke
Sare rup ke chor
Hai koi jo bandhe
Aake dil se dil ki dor
Kho gaye kaha
Mujhko dekh ke
Sare rup ke chor
Hai koi jo bandhe
Aake dil se dil ki dor
Chhin lungi aaram
Kar dungi badnaam
O matwale o albele
Rakhna dil ko tham
Mera jwala naam
Jiya jalana kam
O matwale o albele
Rakhna dil ko tham
Bikhrau jo zulfe apni
Din bhi ho jaye raat
Hans du mai to jhumke
Nikle taro ki barat
Bikhrau jo zulfe apni
Din bhi ho jaye raat
Hans du mai to jhumke
Nikle taro ki barat
Yaad rahe anzam
Mat dena iljam
O matwale o albele
Rakhna dil ko tham
Mera jwala naam
Jiya jalana kam
O matwale o albele
Rakhna dil ko tham
Jalti hu jalati hu mai
Yahi hai meri rit
Dekhne me hu chingari
Phir bhi sabki mit
Jalti hu jalati hu mai
Yahi hai meri rit
Dekhne me hu chingari
Phir bhi sabki mit
Jab ho thandi sham
Aau sabke kam
O matwale o albele
Rakhna dil ko tham
Mera jwala naam
Jiya jalana kam
O matwale o albele
Rakhna dil ko tham
Mera jwala naam
Jiya jalana kam
O matwale o albele
Rakhna dil ko tham.
Ratnaprabha
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Lata Mangeshkar, Sudha Malhotra
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar