Mera pyar jawa dildar jawan
Aur mausam bhi hai diwana
Mera pyar jawa dildar jawan
Aur mausam bhi hai diwana
Wo ishk to mera ishk nahi
Raste me jo chahe ruk jana
Mera pyar jawa dildar jawa
Aur mausam bhi hai diwana
Ye mast pawan ye mast
Pawan dil ki dhadkan
Jab gaw me leke jayegi wo
Kamre se bhag ke aangaan me
Aangan ke dware aayegi
Sharmayegi wo chup jayegi wo
Sharmayegi wo chup jayegi
Wo najro ko jo meri pahchana
Mera pyar jawa dildar jawa
Aur mausam bhi hai diwana
Kuch sans ka dar kuch sans
Ka dar kuch gaw ka dar
Wo chup ke niharegi mujhko
Faialyegi bahe chori se
Najro se pukaregi mujhko
Sine se laga lega usko
Sine se laga lega usko ye
Matwala ye mastana
Mera pyar jawa dildar jawa
Aur mausam bhi hai diwana
Ruthegi jo chithi na likhne
Par mai rat se pahle mana lunga
Fika sa bahut din se jiwan
Un hotho se rang chura lunga
Un zulfo pe kurba kali ghata
Un zulfo pe kurba kali ghata
Un aankho pe sadke maykhana
Mera pyar jawa dildar jawa
Aur mausam bhi hai diwana
Wo ishk to mera ishk nahi
Raste me jo chahe ruk jana
Mera pyar jawa dildar jawa
Aur mausam bhi hai diwana.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)