Mere bhaiya ki sali bade hi nakharewali
Sali to hoti hain aadhi gharwali
Mere bhaiya ki sali bade hi nakharewali
Sali to hoti hain aadhi gharwali
Haye luti haye luti haye luti haye luti
Haye luti haye luti haye luti haye luti
Meri didi ka devar dekho to iske tevar
Dhikta hain sone jaise pital ka zevar
Meri didi ka devar dekho to iske tevar
Dhikta hain sone jaise pital ka zevar
Haye luti haye luti haye luti haye luti
Haye luti haye luti haye luti haye luti
Shehro mein ek sehar hai pyara
Jiska naam hain patna
Patna mein ek rehta hai sadhu
Sunlo uski ghatna
Shehro mein ek sehar hai pyara
Jiska naam hai patna
Patna mein ek rehta hai sadu
Sunlo uski ghatna
Har panihari ka ghada uthaye
Har panihari ka ghada uthaye
Piche mare ghutna
Koshish mat karna mushkil mera patna
Koshish mat karna mushkil mera patna
Haye luti haye luti haye luti haye luti
Haye luti haye luti haye luti haye luti
Mere bhaiya ki sali bade hi nakharewali
Sali to hoti hain aadhi gharwali
Meri didi ka devar dekho to iske tevar
Dhikta hain sone jaise pital ka zevar
Haye luti haye luti haye luti haye luti
Haye luti haye luti haye luti haye luti
Badi ladai jeet ke aaya patiyalo ka fauji
Ek kusi ke piche pad gaya
Tha woh bada manmoji
Badi ladai jeet ke aaya patiyalo ka fauji
Ek kusi ke piche pad gaya
Tha woh bada manmoji
Shadi tujhse kon karegi
Shadi tujhse kon karegi
Rahe ghar ek mahine rahe
Gayarah mahine bahar
Rahe ghar ek mahine rahe
Gayarah mahine bahar
Haye luti haye luti haye luti haye luti
Haye luti haye luti haye luti haye luti
Ganv meinin ek gaav hai pyara
Naam hain jiska madi
Madi mein do kudiya rehti
Thi ek gori ek kali
Ganv mein ek gaav hain pyara
Naam hain jiska madi
Madi mein do kudiya rehti
Thi ek gori ek kali
Gori ko to bayah ke le gaye
Gori ko to bayah ke le gaye
Kali rah gayi kunwari
Tujhe khud le jayenge
Jinko lagegi pyari
Tujhe khud le jayenge
Jinko lagegi pyari
Haye luti haye luti haye luti haye luti
Haye luti haye luti haye luti haye luti
Mere bhaiya ki sali bade hi nakharewali
Sali to hoti hain aadhi gharwali
Meri didi ka devar dekho to iske tevar
Dhikta hain sone jaise pital ka zevar.
Mohammed Aziz, Sapna Mukherjee