Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Tere dil mein meri saanson
Ko jagah mil jaaye
Tere ishq mein meri
Jaan fanaa ho jaaye
Jitne paas hain khushbu saans ke
Jitne paas hothon ke sargam
Jaise saath hain karvat yaad ke
Jaise saath baahon ke sangam
Jitne paas paas khwaabon ke nazar
Utni paas tu rehna hamsafar
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Rone de aaj hamko do
Aankhen sujaane de
Baahon mein lene de
Aur khud ko bheeg jaane de
Hain jo seene mein qaid
Dariya woh choot jaayega
Hain itna dard ke tera
Daaman bheeg jaayega
Jitne paas paas
Dhadkan ke hain raaz
Jitne paas bundon ke baadal
Jaise sahaq sa
Chanda ke hain raat
Jitne paas nainon ke kaajal
Jitne paas paas saagar ke lehar
Utne paas tu rehna hamsafar
Tu jo paas ho phir kya yeh jahaan
Tere pyar mein ho jaaun fanaa
Mere haath mein tera haath ho
Saari jannatein mere saath ho
Adhoori saans thi dhadkan
Adhoori thi adhooren ham
Magar ab chaand poora hain
Falak pe aur ab pooren hain ham.
Aamir Khan, Babul Supriyo, Mahalakshmi Iyer, Master Akshay Bhagwat
Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan
Mahalakshmi Iyer
Kailash Kher, Shaan