Mere halaat yeh kya huye hai khuda
Mere halaat yeh kya huye hai khuda
Kya the mere gunaah, kya thi meri khata
Mere halaat yeh kya huye hai khuda
Mere halaat yeh kya huye hai khuda
Kya the mere gunaah, kya thi meri khata
Mere halaat yeh kya huye hai khuda
Ajanabi shahar ke ajanabi raaste, bebasi par meri muskuraate rahe
Meri masumiyat jehar peeti rahi, jindagi har kadam aajmaati rahi
Maine chaaha tha kya, tune kya de diya
Maine chaaha tha kya, tune kya de diya
Mere khaathir hai kyun tera yeh faisla
Mere halaath ye kya huye hai khuda
Khwahisho ke mere kyun diye bujh gaye, hasrato ke sabhi kaarwa lut gaye
Jindagi lamha lamha ulajhati gayi, meri takdeer ke na khuda so gaye
Chhin kar har khushi, ghum mata kar diya
Chhin kar har khushi, ghum mata kar diya
Kya meri mannato ka yahi hai sila
Mere halaat yeh kya huye hai khuda
Mere halaat yeh kya huye hai khuda
Kya the mere gunaah, kya thi meri khata
Mere halaat yeh kya huye hai khuda
Dard sehata raha phir bhi hansata raha
Roj jita raha, roj marata raha
Ik hasi kal ki thi bas tamannaa mujhe
Isliye barf bankar pighalta raha
Tapate suraj ke jaisa mera hausala
Tapate suraj ke jaisa mera hausala
Roj jalata raha, roj dhalata raha
Mere halaat yeh kya huye hai khuda.
Shaan
Shaan, Shweta Pandit
Shweta Pandit, Zubeen Garg
Mahalakshmi Iyer, Udit Narayan
Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Khushboo Jain, Sukhwinder Singh