Mere man mein dol aankhon mein bol
Mat hore sajaniyaa door
Mere man mein dol aankhon mein bol
Mat hore sajaniyaa door
Yeh hai dil ka mol ghunghat na khol
Ulfat ka yahin dastoor
Yeh hai dil ka mol ghunghat na khol
Ulfat ka yahin dastoor
Hai rut suhani baahon mein aa jaa
Tujhko dikhau main sapne
Jaa aur dhadkan laga mora
Najuk dil bahut apne
Mohse to aise rutho na gori
Dil ho na jaaye choor
Mat hore sajaniyaa door
Mere man mein dol aankhon mein bol
Mat hore sajaniyaa door
Yeh hai dil ka mol ghunghat na khol
Ulfat ka yahin dastoor
Aankhe teri aankho se milake
Mushkil mein pad gayi jan
Jaake nahi lautegi jawani
Kahna mera tu maan
Hoye ishk mera aujad hai lekin
Husn mera majbur
Ulfat ka yahin dastoor
Mere man mein dol aankhon mein bol
Mat hore sajaniyaa door
Yeh hai dil ka mol ghunghat na khol
Ulfat ka yahin dastoor
Ye pyara pyara chanda sa mukhda
Ye zulmi do naina pahlu se kuch hai
To phir pichhe se na mujhko kahna
Dil deke mujhko dard diya hai
Kaisa naya dastoor
Mere man mein dol aankhon mein bol
Ulfat ka yahin dastoor
Mere man mein dol aankhon mein bol
Ulfat ka yahin dastoor.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
G. M. Durrani, Shamshad Begum