Vande matram vande matram
Vande matram vande matram
My first love my nation
Nation nation great nation
My first love my nation
Nation nation great nation
Oho mere mehboob mere watan
Tujh pe kurbaan main jaane man
Hum teri bulbule nagma jan
Tu hamara hain pyara chaman
Mere mehboob mere watan
Tujh pe kurbaan main jaane man
Meri kisamat badi hain ke main
Sahado ka nigehbaan hoon
Neele ambar ki raksha karoon
Main seetaro ka mehmaan hoon
Maine saagar ki raksha ka nishchay kiya
Maine saagar ki raksha ka nishchay kiya
Tere saagar ka main ik ratan
Mere mehboob mere watan
Tujh pe kurbaan main jaane man
Hum teri bulbule nagma jan
Tu hamara hain pyara chaman
Sunle duaa bol ke do jahan
Leke umeede badi hum aaye yahan
Jo huye sarhado ko rava
Apni mehboob ki chaah mein
Pyaar mamta na aaye kabhi
Unki karte veki raah mein
Kaamiyabi ka sahera bandhe unke sar
Kaamiyabi ka sahera bandhe unke sar
Sar se baandhe jo chale kafan
Jeenka mehboob hai ye watan
Unki rang laayegi lagan
Mere mehboob mere watan
Tujh pe kurbaan main jaane man
Unki aankhon mein neende kahan
Jo bandhe hain teri chaah se
Tujh tak aane na denge kabhi
Dushmano ko kisi raah se
Teri khatir hamesha sajhti rahi
Teri khatir hamesha hi sajhti rahi
Jaa nisaro ki ye anjumann
Mere mehboob mere watan
Tujh pe kurbaan main jaane man
Hum teri bulbule nagma jan
Tu hamara hain pyara chaman
Yaaro lo bidaa pyaaro lo bidaa
Yaaro lo bidaa pyaaro lo bidaa
Saayere mulk ik baal ne
Sab se achha bataye tujhe
Sab se achha bataye tujhe
Aur bankim ne likh bandana
Seesh apna jhukaya tujhe
Seesh apna jhukaya tujhe
Desh bhakto ke geeto ki is bheed ne
Desh bhakto ke geeto ki is bheed ne
Main bhi laaya hoon ik suman
Mere mehboob mere watan
Tujh pe kurbaan main jaane man
Hum teri bulbule nagma jan
Vande matram vande matram
Vande matram vande matram.
Kumar Sanu, Mohammed Aziz, Suresh Wadkar
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Mohammed Aziz, Suresh Wadkar, Vinod Rathod
Alka Yagnik, Udit Narayan
Suresh Wadkar, Vinod Rathod
Kumar Sanu