Mere mehboob na jaa, naa jaa naa jaa
Mere mehboob na jaa, aaj ki raat na jaa
Hone waali hai sahar, thodi der aur thahar
Mere mehboob na jaa
Dekh kitana hasin mausam hai
Har taraf ik ajib aalam hai
Jalawe is taraha aaj nikhare hai
Jaise taare zami pe bikhare hai
Jaise taare zami pe bikhare hai
Mere mehboob
Imaine kaate hai intazaar ke din
Aai hai bahaar ke din
Yun naa jaa dil ki shamaa gul kar ke
Abhi dekha nahi hai ji bhar ke
Abhi dekha nahi hai ji bhar ke
Mere mehboob
Ijab sahar mein chhon paai hai
Beqaraari ko nid aai hai
Is taraha mat jaa yunhi sone de
Raat dhalane de subaha hone de
Raat dhalane de subaha hone de
Mere mehboob
Is tarah bhar uthe nazar mujh se
Dur jaaega tu agar mujhase
Chandani se bhi aag barasegi
Shammaa bhi roshani ko tarasegi
Shammaa bhi roshani ko tarasegi
Mere mehboob.
Jaani Babu Qawwal, Mohammed Rafi