Wo wo akela jo
Hai ek hazaro me
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho
Wo wo nagina
Jo hai ek hazaro me
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho
Pahle hi pahal
Jab tumse mile
Hamko to laga aise
Pahchan ho
Tumse muddat ki
Aye jane wafa jaise
Wo dekh ke
Jisko phul ki dali
Jhuk jhuk jati hai
Aayine me sabnam
Jiski taswir dikhati hai
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho
Barso se tumhara darde
Mohabbat sahte hai
Sahte hai
Jo aaj talak hum kah
Na sake ab kahte hai
Kahte hai
Najro ne ki jo bat
Isharo me tumse
Hum aaj dil ki mani
Matlab kahte hai
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho
Hamne tumko dekha
Tumhe dil de baithe
Hamne tumko dekha
Tumhe dil de baithe
Aashik logo ka kam
Hame malum nahi
Malum nahi
Jina hai tum pe or
Tumhi me marna hai
Iske siwa kuch or
Hame malum nahi
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho
Wo wo akela jo
Hai ek hazaro me
Wo wo nagina
Jo hai ek hazaro me
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho
Mere mahbub
Tum ho tumhi ho.
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Gayatri Ganjawala, Kunal Ganjawala, Sonu Kakkar, Sunidhi Chauhan
Abhijeet Bhattacharya, Sushma Shrestha (Poornima)
Kunal Ganjawala, Rajpal Yadav
Kunal Ganjawala, Rajpal Yadav