Main toh nahin
Hoon insaan mein
Bikta hoon main
Toh in dukano mein
Main toh nahin
Hoon insaan mein
Bikta hoon main
Toh in dukano mein
Duniya banai
Maine hathon se
Mitti se nahi
Jaz baaton se
Hir raha hoon
Doondh tha
Mere nishaan
Hain kahaan
Mere nishaan
Hain kahaan
Mere nishaan
O ho ho mere nishaan
Mere nishaan
Oho ho ho mere nishaan
Mere nishaan
Tere hi saaya banke
Tere saath chala main
Jab dhoop aayi teri sar pe
Toh chau bana main
Tere hi saaya banke
Tere saath chala main
Jab dhoop aayi teri sar pe
Toh chau bana main
Rahon mein teri raha
Main hum safar ki tarah
Uljha hai phir bhi
Tu jaalo mein
Dhoonde sawalon
Ko jawabo mein
Khoya hua hai
Tu kahaan tu kahaan
Mere nishaan
Hain kahaan
Mere nishaan
Hain kahaan
Mere nishaan
O ho ho mere nishaan
Mere nishaan
Oho ho ho mere nishaan
Mere nishaan
Mujhse bane
Hai ye panchi
Ye behta paani
Leke zameen se
Aasman tak
Meri hi kahani
Mujhse bane
Hai ye panchi
Ye behta paani
Leke zameen
Se aasman tak
Meri hi kahani
Tu bhi hai mujh se bana
Pathe mujhe kyun yahaan
Meri banayi taqdeeren hai
Saanson bhari
Yeh tasveeren hai
Phir bhi hai kyun bezubaan
Mere nishaan mere nishaan
Hain kahaan hain kahaan
Mere nishaan mere nishaan
Hain kahaan mere nishaan
O ho ho mere nishaan
Mere nishaan
Oho ho ho mere nishaan
Mere nishaan.
Mohammad Irfan
Benny Dayal, Himesh Reshammiya
Kirti Sagathia
Aman Trikha, Shreya Ghoshal