Ho baithe baithe ek din
Khuda ko aisa chada sharur
Ke aaj main bnata hu ek huro ki hur
Phir phulo se mehak li taro se chamak
Mausam se masti li bijli se damak
Shabnam se pyas li samma se jalan
Koyal si kuki li o papihe ki lgan
Jisko banake khuda ko bhi ho gaya
Thoda sa garur
O mere nur ke charche dur dur
Mere nur ke charche dur dur
Mujhe dekhe ye duniya ghur ghur
Meri mashur ho gayi jawani
Jawani dekho yaro main
Mera naam chale re bazaro main
O mera naam chale re bazaro main
O mere nur ke charche dur dur
Mujhe dekhe ye duniya ghur ghur
Meri mashur ho gayi jawani
Jawani dekho yaro me
Mera naam chale re bazaro main
O mera naam chale re bazaro main
O gori gori chandani ne
Chehara hai mera nikhara
Gori gori chandani ne
Chehara hai mera nikhara
Rup mera hath se baharo
Ne aakar sawara
O rup mera hath se baharo
Ne aakar sawara
Rang mere labo ka gulabi
Ang mere hai dekho shababi
Kis nazar se pilayi sharabi
Sharabi ek hazaro main
Mera naam chale re bazaro main
O mera naam chale re bazaro main
Ha chori chori log mujhse
Milne ka dhunde bahana
Chori chori log mujhse
Milne ka dhunde bahana
Haye kaha jau mere pichhe sara zamana
Haye kaha jau mere pichhe sara zamana
Maine aisi hai aachis lgayi
Jo bhuje na kisi ke bhujai
Maine dekho macha di
Tabahi tabahi dildaro main
Mera naam chale re bazaro main
Mere nur ke charche dur dur
Mujhe dekhe ye duniya ghur ghur
Meri mashur ho gayi jawani
Jawani dekho yaro main
Mera naam chale re bazaro main
O mera naam chale re bazaro main.
Mohammed Rafi
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Johnny Junior, Mehmood Ali, Shahid Bijnori