Mere Paas Bachi Nahin - Hum Hain Kamaal Ke lyrics | Hum Hain Kamaal Ke - Mere Paas Bachi Nahin lyrics

Mere Paas Bachi Nahin is a hindi song from the 1993 movie Hum Hain Kamaal Ke. Mere Paas Bachi Nahin singers are Falguni Pathak, Sudesh Bhonsle. Mere Paas Bachi Nahin composer is Naresh Sharma and Mere Paas Bachi Nahin lyricist or song writer is Rani Malik. Mere Paas Bachi Nahin music director is Naresh Sharma. Mere Paas Bachi Nahin features Kader Khan, Anupam Kher, Sadashiv Amrapurkar, Sujoy Mukherjee, Sheeba, Aruna Irani, Tiku Talsania, Rakesh Bedi, Raza Murad. Mere Paas Bachi Nahin director is and the producer is . The audio of Mere Paas Bachi Nahin song was released on 21st September, 1993 by BMG Crescendo. Mere Paas Bachi Nahin YouTube video song can be watched above.


Mere paas bachi nahi kodi
Mere paas bachi nahi kodi
Mehangai mein kharche jayada
Income bhi hai thodi
Mere paas bachi nahi kodi
Re mere paas bachi nahi kodi


Mehangai lut gayi
Himmat hi tut gayi
Hum gunt ke hi marenge
Hum gunt ke hi marenge
Mehangai lut gayi
Mehangai lut gayi


De de aalu de bhindi de
Gajar de re gobhi dal de
De de aalu de bhindi de
Gajar de re gobhi dal de
Sabji wale sasti sabji
Kon si hai ye kahna
Kadke hum hai udhar
Sabji humko dete rahna
Mushkil tal de


Are mitti ka tel nahi hai
Na koyala jalane ko ghar mein
Haye par jalta hai ye dil
Mehangai ki fikar mein
Hera pheri karne wale
Dar le thoda rab se
Kala dhandha karke
Mal kamaye jane kab se
Sasta mal de


Rashan wale baniye de de
Jo bhi tu de paye
Ae le dabbe lekar hum hai
Rashan lene aaye
Sasta mal de
De de gehu de shakkar de
Tel de re gobhi dal de


Nazre hai katil meri
Chhup na payega bairi
Mohan ho chahe koi sham
Champakali hai mera naam
Tan ye kawara mera
Chhune ko sab lalcahye
Ghayal karna hain mera kam
Champakali hain mera naam


Aankhe matkaye kahe
Kamar jhatkaye haye
Sexsi hai kaisi teri chal
Dil ka kiya hai bura hal


Bahara hai sun na paye
Yeh na kuch kar payega
Pyar tu mujhse kar le
Mange wo mil jayega
Mehangai kha gyai isko
Tera yeh sar khayega


Ban ja tuhi rakhwala
Pahna doon tujhko hi mala
Champa hoon tu hai chandulal
Kar dungi tujhko malamal
Kar dungi tujhko malamal


Hai sher wo jo shero
Ke sode kiya kare
Hai veer jo har benk
Se karje liya kare
Kai bar jo lute
Are kai bar jo lute
Bindar benk walo ko
Har bar hi sarkar ko
Jhanse diya kare


Sher bazar ke ban gaye billiya
Sher bazar ke ban gaye billiya
Lafde unke sabhi bahar aane lage
Ud gayi kaiyo ki pal mein hi gilliya
Ud gayi kaiyo ki pal mein hi gilliya
Wo to bari bari jel jane lage
Sher bazar ke ban gaye billiya
Sher bazar ke ban gaye billiya


Huna munna pyari munna
Huna munna aaja munna
Chuma chuma de de chuma
Phir tu chahe jaha bhi ghuma.



Movie/album: Hum Hain Kamaal Ke
Singers: Falguni Pathak, Sudesh Bhonsle
Song Lyricists: Rani Malik
Music Composer: Naresh Sharma
Music Director: Naresh Sharma
Music Label: BMG Crescendo
Starring: Kader Khan, Anupam Kher, Sadashiv Amrapurkar, Sujoy Mukherjee, Sheeba, Aruna Irani, Tiku Talsania, Rakesh Bedi, Raza Murad
Release on: 21st September, 1993
1. Who is the music director of the song Mere Paas Bachi Nahin
Ans: Mere Paas Bachi Nahin song music director is Naresh Sharma
2. Who is/are the singer/singers of the song Mere Paas Bachi Nahin
Ans: Mere Paas Bachi Nahin song singers are Falguni Pathak, Sudesh Bhonsle
3. Who is the Composer of the song Mere Paas Bachi Nahin
Ans: Mere Paas Bachi Nahin song composer is Naresh Sharma
4. Who is the Lyricist of the song Mere Paas Bachi Nahin
Ans: Mere Paas Bachi Nahin song lyricist is Rani Malik
5. What is the movie of the song Mere Paas Bachi Nahin
Ans: Mere Paas Bachi Nahin song is from Hum Hain Kamaal Ke
6. Who wrote the song Mere Paas Bachi Nahin
Ans: Mere Paas Bachi Nahin song is written by Rani Malik

Find other songs in - Hum Hain Kamaal Ke

1
Sun Sun Re Sajan

Alka Yagnik, S. P. Balasubrahmanyam

2
Nazro Ka Kya Kasoor Hai

Alka Yagnik, S. P. Balasubrahmanyam

3
Kaise Mujhe Chhua

Alisha Chinai

4
Bas Yahin Ji Chahta Hai

Alka Yagnik, Kumar Sanu

5
Agar Kabhi Tum Humse

Alka Yagnik, S. P. Balasubrahmanyam