Khuda ne kaunsi mitti se
Apna dil banaaya hai
Khuda ne kaunsi mitti se
Apna dil banaaya hai
Tujhe aashiq banaaya hai
Mujhe kaatil banaaya hai
Mere saath chalte chalte
Yeh kahan theher gaye tum
Mere saath chalte chalte
Yeh kahan theher gaye tum
Yeh safar katega kaise
Jo abhi se dar gaye tum haai
Mere saath chalte chalte
Yeh kahan teher gaye tum
Mere saath chalte chalte
Yeh kahan teher gaye tum
Yeh safar katega kaise
Jo abhi se dar gaye tum
Chaand se pagal pooch raha
Hai raat bachi hai kitni
Bhoole bisre khwaabon ki
Sau baat bachi hai kitni
Shama se rooth ke
Parwaane kahan jaayenge
Khaak ho jaayenge
Deewane kahan jaayenge
Shama se rooth ke
Parwaane kahan jaayenge
Khaak ho jaayenge
Deewane kahan jaayenge
Hum bhoola denge tumko
Tumne socha yeh kaise
Hum daga denge tumko
Tumne socha yeh kaise
Wada kiya jo mujhse
Karke mukar gaye tum
Wada kiya jo mujhse
Karke mukar gaye tum
Yeh safar katega kaise
Jo abhi se dar gaye tum haai
Mere saath chalte chalte
Yeh kahan teher gaye tum
Mere saath chalte chalte
Yeh kahan teher gaye tum
Yeh safar katega kaise
Jo abhi se dar gaye tum
Woh aisi shama jala ke
Gaye pyaalon mein
Tamaam umr nahaate
Rahein ujaalon mein
Saamne aaye woh
Ulfat ki jawaani le ke
Sehme honthon pe
Mohabbat ki kahani le ke
Saamne aaye woh
Ulfat ki jawaani le ke
Sehme honthon pe
Mohabbat ki kahani le ke
Beqeraari ka mausam
Meri baahon mein bhar gaye
Chhed ke jazbaaton ko
Humko deewana kar gaye
Mujhe pyaar karte karte
Gairon pe mar gaye tum
Mujhe pyaar karte karte
Gairon pe mar gaye tum
Yeh safar katega kaise jo
Abhi se dar gaye tum haai
Mere saath chalte chalte
Yeh kahan teher gaye tum
Mere saath chalte chalte
Yeh kahan teher gaye tum
Yeh safar katega kaise
Jo abhi se dar gaye tum.
Sonu Nigam, Tulsi Kumar
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik
Anu Malik, Krishnakumar Kunnath (K.K)
Himesh Reshammiya, Tulsi Kumar
Abhijeet Bhattacharya, Anu Malik, Sunidhi Chauhan
Krishna, Nandini Shrikar, Sonu Nigam
Sonu Nigam